SEARCH RESULTS
Showing search results for "pas-e-harf"
Ghazal MATCHES FOR "pas-e-harf"
Ghazal
hai.n Gazal-suurat bahut yuu.n to chamakte aa.ine
maa'navii paikar hai.n bosiida pas-e-diivaar-e-harf
Zafar Moradabadi
Ghazal
munhadim hotaa huu.n har aan pas-e-harf-e-kuhan
tab kahii.n sher kii ta.abiir na.ii hotii hai
Ali Arman
Ghazal
bisaat-e-daanish-o-harf-o-hunar kahaa.n khole.n
ye sochte hai.n lab-e-mo'tabar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hazaar ghaaTe kaa saudaa ho ye faqiirii-e-harf
yahii bahut hai kulaah-e-vaqaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hisaar-e-harf-o-hunar to.D kar nikal jaa.uu.n
kahaa.n pahu.nch ke KHayaal apnii vus.ato.n kaa hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
pas-e-kaarvaan-e-vafaa rah ga.ii hai
ta'alluq ke bichh.De Gubaaro.n kii KHushbuu
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
Najmus Saqib
Ghazal
tuu harf-e-ishq-o-basiirat hai lab na sii apne
zamaana tujh se bhii teraa KHayaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
muddato.n ke baad phir kunj-e-hiraa raushan hu.aa
kis ke lab par dekhnaa harf-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu hai ma.anii parda-e-alfaaz se baahar to aa
aise pas-manzar me.n kyaa rahnaa sar-e-manzar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
dekh lenaa pas-e-qaatil bhii ko.ii hogaa zaruur
sirf qaatil hii chalaataa nahii.n KHanjar dekho