SEARCH RESULTS
Showing search results for "paudaa"
Ghazal MATCHES FOR "paudaa"
Ghazal
du.aa karo ki ye paudaa sadaa haraa hii lage
udaasiyo.n me.n bhii chehra khilaa khilaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
KHudaa kare ki ye paudaa zamii.n kaa ho jaa.e
ki aarzuu mire aa.ngan ko ek phuul kii hai
Shakeel Azmi
Ghazal
kab tak ise sii.nchoge tamannaa-e-samar me.n
ye sabr kaa paudaa to na phuulaa na phalaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Naqsh Layalpuri
Ghazal
bahaar aa.e to shaayad vo bhuul jaa.e mujhe
mai.n apne sahn me.n paudaa magar lagaa.uu.ngaa
Irfan Jafari
Ghazal
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
aa.nkho.n kii nadii suukh ga.ii phir bhii haraa hai
vo dard kaa paudaa jo mire dil me.n ugaa hai
Asghar Gorakhpuri
Ghazal
chehro.n ke jangal se le kar aayaa huu.n
surKH gulaab kaa paudaa KHaalii kamre me.n
Zeeshan Sahil
Ghazal
'talab' havaa.o.n ke siine pe saa.np loT gayaa
phir ek nanhaa saa paudaa ghanaa daraKHt hu.aa
Khurshid Talab
Ghazal
KHaakistar-e-jaa.n ko mirii mahkaa.e thaa lekin
juuhii kaa vo paudaa mire aa.ngan me.n nahii.n thaa
Zeb Ghauri
Ghazal
kyaa dil kaa bharosaa hai ki is aab o havaa me.n
vaise hii ye paudaa nahii.n palne kii tarah kaa
Zafar Iqbal
Ghazal
balaa ke habs me.n saarii zamiin suukh ga.ii
magar ye pyaar kaa paudaa thaa phir bhii phaltaa rahaa
Ejaz Ahmad Ejaz
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
ab mai.n kahaa.n visaal kaa paudaa lagaa.u.ngii
ye ghar to bhar gayaa hai udaasii kii bel se
Rehana Qamar
Ghazal
Tanveer Sipra
Ghazal
aatishii.n dhuup se miltii hai kabhii jis ko numuu
vahii paudaa kabhii baarish se jhulas jaataa hai
Naseem Sahar
Ghazal
pata karo ki abhii vo ba.Daa hu.aa ki nahii.n
ba.De daraKHt ke niiche jo nanhaa paudaa thaa
Dwijendra Dwij
Ghazal
chaahiye paanii to lafzo.n ko nicho.Do varna
KHushk ho jaa.egaa afkaar kaa paudaa dekho