SEARCH RESULTS
Showing search results for "peshgii"
Ghazal MATCHES FOR "peshgii"
Ghazal
vafaa-peshgii qais tak thii bhii kuchh kuchh
ab us taur ke log kam dekhte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
sazaa ye hai ki rahe.n chashm-e-lutf se mahruum
KHataa ye hai ki havas peshgii nahii.n aatii
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
ye ishq peshgii daar-o-rasan ke ha.ngaame
ye rang zinda salaamat hai ya.anii ham abhii hai.n
Ahmad Ata
Ghazal
shikva-e-va.ada-KHilaafii kaa milaa achchhaa javaab
peshgii rakkhii thii ik ummiid bar aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
muskuraahaT ke sivaa mahbuub ke darbaar me.n
peshgii ke vaaste ashko.n kaa nazraana bhii hai
Saddam Husain
Ghazal
maanuus ho ga.e hai.n sitam peshgii se ham
ab kyaa kare.n karam kaa taqaazaa kisii se ham
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
ham-peshgii kii mujh se kare guftuguu raqiib
mu.nh us kaa dekho hai ye tumhaarii sikhaa.ii baat
Raza Azimabadi
Ghazal
muujib-e-KHiffat hai 'aalam me.n tajarrud-peshgii
mai.n subuk-saar-e-mohabbat ho ke halkaa ho gayaa
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
zaa.icha mere KHayaalo.n kaa judaa sab se alag
kis ko ham-peshgii-e-‘aam sadaa detii hai
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
isii liye to mai.n tayyaar rahtaa huu.n har vaqt
baGair peshgii notice ke yaar aa na mile
Asif Jaanif
Ghazal
hastii-e-husn-o-taGaaful-peshgii kaa hai gavaah
jaa.n-ba-lab honaa tumhaare aashiq-e-mad.hosh kaa
Ummeed Amethvi
Ghazal
baa'd ek muddat ke mil rahe the ham dono.n
peshgii badan kar ke raat bhar ziyaafat kii
Mahender Kumar Sani
Ghazal
inhii.n udaas nigaaho.n kii peshgii me.n ye raat
sitaara-vaar sajaa.ii hu.ii sii lagtii hai
Kuldeep Kumar
Ghazal
us ne jaltii hu.ii peshaanii pe jab haath rakhaa
ruuh tak aa ga.ii taasiir masiihaa.ii kii