SEARCH RESULTS
Showing search results for "peshgii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "peshgii"
Ghazal
vafaa-peshgii qais tak thii bhii kuchh kuchh
ab us taur ke log kam dekhte hai.n
Meer Taqi Meer
Mazahiya Shayari
peshgii hii mire darzii kii raqam bhii bhar de
vaqt pa.D jaa.e to daddy kii chilam bhii bhar de
Saghar Khayyami
Ghazal
sazaa ye hai ki rahe.n chashm-e-lutf se mahruum
KHataa ye hai ki havas peshgii nahii.n aatii
Shaanul Haq Haqqi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "peshgii"
MORE MATCHES FOR "peshgii"
Ghazal
shikva-e-va.ada-KHilaafii kaa milaa achchhaa javaab
peshgii rakkhii thii ik ummiid bar aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Mazahiya Shayari
jo rakam tum se kahaa sab peshgii le leb ham
boot de motor pe le jahiyo to haa.n de deb ham
Zareef Lakhnavi
Kulliyat
ik shaKHs mujhii saa thaa ki vo tujh pe thaa aashiq
vo us kii vafaa-peshgii vo us kii javaanii
Meer Taqi Meer
Nazm
bu-ali andar-ghubar-e-naqa gum
mai.n to raasul-maal saaraa peshgii hii de chukaa huu.n
qarz kii vaapas adaa.ii me.n
Satyapal Anand
Ghazal
maanuus ho ga.e hai.n sitam peshgii se ham
ab kyaa kare.n karam kaa taqaazaa kisii se ham
Munawwar Lakhnavi
Kulliyat
vafaa-peshgii qais tak thii bhii kuchh kuchh
ab us taur ke log kam dekhte hai.n