SEARCH RESULTS
Showing search results for "poshish"
Ghazal MATCHES FOR "poshish"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
KHud aahanii nahii.n ho to poshish ho aahanii
yuu.n shiisha hii rahoge to patthar bhii aa.e.nge
Jaun Eliya
Ghazal
jis tarah se ki kaabe pe hai poshish-e-siyaah
is tarah is sanam ke hai ruKH par Gilaaf-e-zulf
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ik jhalak poshish-e-be-zabt se 'uryaanii kii
de ga.ii din ke nashebo.n se phisaltii hu.ii shaam
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
poshish-e-ka.aba se kyaa kam hai agar dil par hai
chaahiye mere garebaa.n kaa har ik taar bike
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
aa.e siyaah-dil hai.n raqiibo.n ke us pe 'mehr'
poshish me.n hai abas haram-e-ehtiraam-e-zulf
Abdullla Khan Mehr Lakhnavi
Ghazal
barsar-e-bazm mahak tak se jo aataa nahii.n paas
apnii poshish bhii vo gul baa’d-azaa.n bhejtaa hai
Usman Habib
Ghazal
umr bhar dhuup kii poshish rahii KHuddaarii par
ham ne pahnii na hariifo.n kii utaarii hu.ii shaam
Syed Masroor Jauhar
Ghazal
ik to dil rang kaa shaidaa.ii hai tis par is ko
ek hii tarah kii poshish me.n nahii.n rahnaa hai
Asghar Jurat
Ghazal
'alaamato.n ke taraashe.n na.e na.e paikar
'uruus-e-lafz ko pahnaa.iye na.ii poshish
Navak Hamzapuri
Ghazal
jaane kis KHaak me.n poshiida hai.n aa.nsuu mere
kin fazaa.o.n me.n mu.allaq hai.n tumhaarii baate.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
sanam-kada hai jahaa.n aur mard-e-haq hai KHaliil
ye nukta vo hai ki poshiida laa-ilaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
kis par poshiida aur kis pe ayaa.n honaa thaa
kaun huu.n mai.n mujh ko is vaqt kahaa.n honaa thaa
Sarvat Husain
Ghazal
KHud ko poshiida na rakkho band kaliyo.n kii tarah
phuul kahte hai.n tumhe.n sab log to mahkaa karo