SEARCH RESULTS
Showing search results for "pukhta"
Ghazal MATCHES FOR "pukhta"
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
puKHta hotii hai agar maslahat-andesh ho aql
ishq ho maslahat-andesh to hai KHaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
ye jo nang the ye jo naam the mujhe khaa ga.e
ye KHayaal-e-puKHta jo KHaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
KHabar nahii.n unhe.n kyaa badobast-e-puKHta kii
jo Gasb karne lage Gair kii zamiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
piir-e-haram ne kahaa sun ke merii ruu.edaad
puKHta hai terii fuGaa.n ab na ise dil me.n thaam
Allama Iqbal
Ghazal
KHud apnii zaat pe to e'timaad puKHta hu.aa
'nadiim' yuu.n to mujhe kyaa milaa vafaa kar ke
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kabhii ye Galat kabhii vo Galat kabhii sab Galat
ye KHayaal-e-puKHta jo KHaam the mujhe khaa ga.e
Ghazal
azm puKHta hii sahii tark-e-vafaa kaa lekin
muntazir huu.n ko.ii aa kar mujhe samjhaa.egaa
Shakeb Jalali
Ghazal
go faqr bhii rakhtaa hai andaaz-e-muluukaana
naa-puKHta hai parvezii be-saltanat-e-parvez
Allama Iqbal
Ghazal
mujhe ye Dar hai muqaamir hai.n puKHta-kaar bahut
na rang laa.e kahii.n tere haath kii KHaamii
Allama Iqbal
Ghazal
jitnaa puKHta bhii ho dil jism se baahar rakhnaa
taaki TuuTe bhii to phir siine me.n malba na bane
Danish Naqwi
Ghazal
ataa ho soz vo yaa rab junuun-e-'hasrat' ko
ki jis se puKHta ye saudaa-e-KHaam ho jaa.e
Hasrat Mohani
Ghazal
chamakte kap.De mahaktaa KHuluus puKHta makaa.n
har ek bazm me.n izzat hifaazate.n maa.nge
Nida Fazli
Ghazal
kachche makaan jaise gharau.nde se kheltii
puKHta hu.aa jo sahn to miTTii nahii.n rahii
Fatima Hasan
Ghazal
sa.ii-e-zabt-e-Gam-e-bedaad kiye jaataa huu.n
puKHta-tar ishq kii buniyaad kiye jaataa huu.n