SEARCH RESULTS
Showing search results for "pukhta"
Nazm MATCHES FOR "pukhta"
Nazm
jawab-e-shikwa
vaa.iz-e-qaum kii vo puKHta-KHayaalii na rahii
barq-e-tab.ii na rahii shola-maqaalii na rahii
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
aur aabaadii me.n tuu zanjiirii-e-kisht-o-naKHiil
puKHta-tar hai gardish-e-paiham se jaam-e-zindagii
Allama Iqbal
Nazm
aam-nama
aisaa zaruur ho ki unhe.n rakh ke khaa sakuu.n
puKHta agarche biis to das KHaam bhejiye
Akbar Allahabadi
Nazm
hinDola
karo.Do.n siino.n me.n vo guu.njtaa hu.aa aalhaa
mai.n puuchhtaa huu.n kisii aur malak vaalo.n se
Firaq Gorakhpuri
Nazm
rishwat
daaku.o.n ke daur me.n parhez-gaarii jurm hai
jab hukuumat KHaam ho to puKHta-kaarii jurm hai
Josh Malihabadi
Nazm
wo jaante hi nahin
mai.n tum se chhuuT rahaa huu.n mire pyaaro
magar miraa rishta puKHta ho rahaa hai is zamii.n se
Waseem Barelvi
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
puKHta-kaarii siikh ye aa.iin-e-KHaamii taa-kujaa
jaada-e-afrang par yuu.n tez-gaamii taa-kujaa
Josh Malihabadi
Nazm
ek mahina nazmon ka
jism zehn ko duniyaa puKHta kartii hai
pataa hai mujh ko nii.nd me.n terii
Irshad Kamil
Nazm
naqsh-bar-ab
dast-e-nafrat kii banaa.ii hu.ii diivaar-e-adaa
sa.ng-o-aahan kii tarah puKHta-o-pa.inda rahe
Ada Jafarey
Nazm
maqtal ki eid-e-qurban
aur puKHta hu.ii jannat kii bashaarat 'KHurshiid'
jis tarah miTTii me.n miTTii ko milaayaa gayaa hai
Khursheed Akbar
Nazm
nisf hijr ke dayar se
yaqiin-e-KHufta gumaan-e-puKHta ke paaniyo.n par
jahaa.n pe avval mohabbato.n ke ka.nval khile the
Saeed Ahmad
Nazm
diwali
jiit me.n har shaKHs vo nau-KHez ho yaa puKHta-kaar
haar se inkaar lab-haa-e-masarrat par nisaar
Shaad Aarfi
Nazm
zaban
kisii buzurg se ik roz mai.n ne ye puuchhaa
bhalaa durustii-e-iimaan kaa hai kyaa nusKHa
Firoz Rasheed
Nazm
sadhae hue parinde
vahii puraane savaal us ke
zamii.n agar KHaam hai to us par hamaare puKHta makaan kyuu.n hai.n?