SEARCH RESULTS
Showing search results for "pur-shor"
Ghazal MATCHES FOR "pur-shor"
Ghazal
pur-shor talaatum kaa mudaavaa ko.ii aahaT
sa.ngiin fazaa me.n thii dilaasaa ko.ii aahaT
Jafar Sahni
Ghazal
Hasan Abbasi
Ghazal
duniyaa ke pur-shor samundar me.n likh duu.n
KHaamoshii kaa ek jaziira tere naam
Tamkinur Rahman
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
parda-e-chashm me.n yaado.n ke zaKHiire pur-shor
jhaa.nktii un se jo tanhaa.ii vo KHaamosh rahii
Divya Jain
Ghazal
bahtaa hai chup-chaap bichha.D kar choTii se
dariyaa kii pur-shor ravaanii KHatm hu.ii
Nazar Javed
Ghazal
pur-shor raasto.n se guzarnaa muhaal thaa
haT kar chale to aap hii apnii sazaa hu.e
Nida Fazli
Ghazal
is zamaane me.n KHamoshii se nikaltaa nahii.n kaam
naala pur-shor ho aur zoro.n pe fariyaad rahe
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
KHaamosh jaziira to sadmo.n se banaa huu.n mai.n
pur-shor kinaaraa thaa college ke zamaane me.n
Anas Nabeel
Ghazal
ciiKHo yahaa.n iz.haar kaa isbaat yahii hai
aavaaz kii qaatil hai.n ye pur-shor fazaa.e.n
Mohammad Asadullah
Ghazal
Badr Wasti
Ghazal
raKHt-e-safar me.n baa.ndh le.n pur-shor kuchh bha.nvar
dariyaa hai pur-sukuun safar be-maza na ho
Sabir
Ghazal
bahr-e-pur-shor me.n ab KHush huu.n ki ik mauj-e-sukuut
aane vaalii hai mujhe paar lagaane ke liye