SEARCH RESULTS
Showing search results for "puuchhiye"
Ghazal MATCHES FOR "puuchhiye"
Ghazal
maayuusii-e-ma.aal-e-mohabbat na puuchhiye
apno.n se pesh aa.e hai.n begaanagii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ik pal me.n ik sadii kaa mazaa ham se puuchhiye
do din kii zindagii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
kyaa kah ga.ii kisii kii nazar kuchh na puuchhiye
kyaa kuchh hu.aa hai dil pe asar kuchh na puuchhiye
Akhtar Shirani
Ghazal
kyaa puuchhte ho jhuumte aa.e kahaa.n se ham
pii kar uThe hai.n KHum-kada-e-aasmaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
parde me.n dostii ke sitam kis qadar hu.e
mai.n kyaa bataa.uu.n puuchhiye ye apne jii se aap
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
aa.nkhe.n tumhaarii kyaa phirii.n us vaqt merii jaan
sach puuchhiye to mujh se zamaana ulaT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ishq kyaa chiiz hai ye puuchhiye parvaane se
zindagii jis ko mayassar hu.ii jal jaane se
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
tum puuchhte ho tum ne shikaayat bhii kii kabhii
sach puuchhiye to mujh ko shikaayat yahii to hai
Syed Hashim Raza
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
ye mire yaar kii aa.nkho.n me.n rahaa kartii thii
puuchhiye kuchh na hu.ii dostii mai se kaise
Wasi Shah
Ghazal
vaqt-e-sahar guzar ga.ii kyaa kyaa na puuchhiye
gardan me.n un kii suukhe hu.e haar dekh kar
Bismil Azimabadi
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
maujo.n ke ittihaad kaa aalam na puuchhiye
qatra uThaa aur uTh ke samundar uThaa liyaa