SEARCH RESULTS
Showing search results for "puuchhiye"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "puuchhiye"
Ghazal
maayuusii-e-ma.aal-e-mohabbat na puuchhiye
apno.n se pesh aa.e hai.n begaanagii se ham
Sahir Ludhianvi
Sher
Khumar Barabankavi
Ghazal
ik pal me.n ik sadii kaa mazaa ham se puuchhiye
do din kii zindagii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "puuchhiye"
Marsiya
ghabraa ke puuchhne lage mahbuub-e-zul-jalaal
rotaa hai kyuu.n husain ye kyaa hai tumhaaraa haal
Meer Anees
Ghazal
Darshan Singh
Hindi Ghazal
aap mat puuchhiye kyaa ham pe safar me.n guzrii
thaa luTero.n kaa jahaa.n gaa.nv vahii.n raat hu.ii
Gopaldas Neeraj
Ghazal
Jawad Sheikh
Nazm
muflisi
zan bachche rote hai.n goyaa naanii guzar ga.ii
ham-saaya puuchhte hai.n ki kyaa daadii mar ga.ii
Nazeer Akbarabadi
Sher
maayuusii-e-ma.aal-e-mohabbat na puuchhiye
apno.n se pesh aa.e hai.n begaanagii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kyaa kah ga.ii kisii kii nazar kuchh na puuchhiye
kyaa kuchh hu.aa hai dil pe asar kuchh na puuchhiye
Akhtar Shirani
Ghazal
kyaa puuchhte ho jhuumte aa.e kahaa.n se ham
pii kar uThe hai.n KHum-kada-e-aasmaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
parde me.n dostii ke sitam kis qadar hu.e
mai.n kyaa bataa.uu.n puuchhiye ye apne jii se aap
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Nazm
hubb-e-watan
qadr ai dil vatan me.n rahne kii
puuchhe pardesiyo.n ke jii se ko.ii