SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaa.ede"
Ghazal MATCHES FOR "qaa.ede"
Ghazal
jo mai.n ne soch kaa badlaa hai zaaviya 'naayaab'
har ek chiiz nazar qaa.ede se aa.ii hai
Jahangeer nayab
Ghazal
qaa.ede baazaar ke is baar ulTe ho ga.e
aap to aa.e nahii.n par phuul mah.nge ho ga.e
Nomaan Shauque
Ghazal
fitne bhii qaa.ede se uThte hai.n jab uThte hai.n
kyaa saliiqa hai tumhe.n anjuman-aaraa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
qaa.ede kyaa hame.n ma.aluum nahii.n ulfat ke
be-kam-o-kaast magar un ko pa.Dhaa sakte nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
qaa.ede se kab jiyaa hai zindagii mai.n ne tujhe
mai.n tiraa mujrim huu.n mere jurm to sangiin hai.n
Sandeep Thakur
Ghazal
yahii to dukh hai buraa.ii bhii qaa.ede se na kii
na mai.n shariif rahaa aur na bad-ma.aash hu.aa
Iqbal Sajid
Ghazal
kal raat kuchh ajiib samaa.n Gam-kade me.n thaa
mai.n jis ko Dhuu.nDhtaa thaa mire aa.ine me.n thaa
Ehsan Danish
Ghazal
ba-naam-e-zindagi kuchh qaa.ede rakkhe hu.e hai.n
nazar ne apne apne zaaviye rakkhe hu.e hai.n
Mohammad Ahmad Saqi
Ghazal
kuchh aise qaa.ede hai.n ki badal nahii.n jin kaa
tuu niile aasmaa.n ko ek lamha zard samajh
Syed Konain Haider Kazmi
Ghazal
ijaazat mai.n nahii.n duu.ngaa miraa dil to.D jaane kii
mire dil se jo nikle qaa.ede qaanuun se nikle
Shahnawaz Noor
Ghazal
avval to qaa.ede se vahaa.n ham hii aate dost
us ne magar nikaal diyaa imtihaan se
Ankit Maurya
Ghazal
kyaa bataate qaa.ede kii baat ham
ghar me.n ko.ii mashvara kartaa na thaa
Khalid Nadeem Budauni
Ghazal
har ek ishq ke kab qaa.ede se mahram hai
hanuuz shaiKH alif laam se nahii.n vaaqif