SEARCH RESULTS
Showing search results for "qafas-zaad"
Ghazal MATCHES FOR "qafas-zaad"
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
qafas se KHud hii parinda rihaa kiyaa mai.n ne
phir us ke baad ye sochaa ki kyaa kiyaa mai.n ne
Tariq Naeem
Ghazal
duniyaa me.n yahii chor banaataa hai asas ko
allaah kare qat.a kahii.n dast-e-havas ko
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
miraa vajuud shumaar-e-nafas me.n aayaa na.ii.n
tamaam-umr mai.n saa.nso.n ke bas me.n aayaa na.ii.n
Aqib Sabir
Ghazal
kyuu.n na ho ranj-e-asiirii-e-qafas se raahat
KHaana-zaad-e-chaman-e-gulshan-e-bedaad hai.n ham
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
chho.D de KHvaab me.n ab KHvaab kii ta.abiir me.n aa
mere mahbuub-e-suKHan aa mirii tahriir me.n aa
Rizwan Haider
Ghazal
tamaam 'umr kisii pesh-o-pas me.n rahnaa pa.Daa
tire baGair tirii dastaras me.n rahnaa pa.Daa
Arman Khan Arman
Ghazal
roz ik shaKHs chalaa jaataa hai KHvaahish kartaa
abhii aa jaa.egaa baadal ko.ii baarish kartaa
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
KHud se inkaar ko ham-zaad kiyaa hai mai.n ne
mai.n vahii huu.n jise barbaad kiyaa hai mai.n ne
Farhat Ehsas
Ghazal
dil se nikal na paa.egii mauj-e-havas ki bas
is tarah khii.nchtii hai ye taar-e-nafas ki bas
Yahya Khan Yusuf Zai
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
nigaah-e-naaz se dekhe.n to bahr-e-aazaadii
qafas ke saare parindo.n ko naam-zad kar de.n
Rizvan Anjum
Ghazal
merii KHizaa.n hai rang-e-bahaaraa.n liye hu.e
kunj-e-qafas hai aks-e-gulsitaa.n liye hu.e
Qazi Syed Mushtaq Naqvi
Ghazal
du.aa-e-KHair ki ab bijliyo.n kii zad me.n hai
miraa qafas hu.aa yaa teraa aashiyaana hu.aa
Mohsin Ehsan
Ghazal
Raghunath Sahai
Ghazal
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
baal baal duniyaa par us kaa hii ijaara hai
vaqt KHaalii haatho.n se ham ne bhii guzaaraa hai