SEARCH RESULTS
Showing search results for "raftaar-e-zamaana"
Ghazal MATCHES FOR "raftaar-e-zamaana"
Ghazal
nahii.n rahtii kabhii raftaar-e-zamaana yaksaa.n
dahr me.n din hai kabhii aur kabhii raat vasii.a
Malika Afaq Zamani Begam
Ghazal
raftaar-e-zamaana ne bataayaa ye sabab hai
naav ko Dubo dete hai.n Gaddaar namak ke
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
be-saaKHta manzil kii taraf bhaagne vaalo
raftaar-e-zamaana kii KHabar hai ki nahii.n hai
Saba Naqvi
Ghazal
muKHlis ho raho Tokaa hai kis ne tumhe.n 'anjum'
raftaar-e-zamaana bhii magar dhyaan me.n rakhnaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
kahte hai.n ki ruk sii ga.ii raftaar-e-zamaana
jab sair-e-samaavaat me.n ik KHaak-nashii.n thaa
Tariq Naeem
Ghazal
aaj bhii da.ng hai raftaar-e-zamaana is par
ek pal me.n ka.ii qarno.n kaa safar kis ne kiyaa
Moin Tabish
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Nazir Wahid
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ai 'shaan' inqilaab-e-zamaana kii hai.n daliil
ye uljhane.n ye KHvaab-e-pareshaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
tuu harf-e-ishq-o-basiirat hai lab na sii apne
zamaana tujh se bhii teraa KHayaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
but-KHaana-saaz rang-e-zamaana hai kis qadar
chho.Daa na us ne kaa'ba-e-aalii-maqaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
chhuu ke aa.ii hai sabaa aaj zaruur un ke qadam
varna ye shoKHii-e-raftaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
bulbulo.n se nahii.n gulzaar-e-zamaana KHaalii
shukr hai yaa.n bhii ham-aavaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'bebaak' miTaa saktaa nahii.n ham ko zamaana
ham haq ke liye bar-sar-e-paikaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
fii-zamaana hai yahii maslahat-e-aql-o-shu.uur
dil me.n KHvaahish ko.ii ubhre to dabaa lii jaa.e