SEARCH RESULTS
Showing search results for "rah-guzar"
Ghazal MATCHES FOR "rah-guzar"
Ghazal
Zafar Sambhali
Ghazal
tamaasha apnaa sar-e-rah-guzar banaayaa jaa.e
jo raahzan hai use raahbar banaayaa jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
mahsuus lams jis kaa sar-e-rah-guzar kiyaa
saayaa thaa vo usii kaa jise ham-safar kiyaa
Sabir Zafar
Ghazal
ik aisaa marhala-e-rah-guzar bhii aataa hai
ko.ii fasiil-e-anaa se utar bhii aataa hai
Ummeed Fazli
Ghazal
nipTe.nge dil se ma.arka-e-rah-guzar ke ba.ad
le.nge safar kaa jaa.eza KHatm-e-safar ke ba.ad
Parvez Shahidi
Ghazal
nishaa.n qadam kaa sar-e-rah-guzar na thaa ko.ii
udhar kaa ruKH kiyaa ham ne jidhar na thaa ko.ii
Shakeb Ghausi
Ghazal
mohlat mile jo marhala-e-rah-guzar ke baa'd
le.nge safar kaa jaa.eza KHatm-e-safar ke baa'd
Bahzad Fatami
Ghazal
ham ne tirii talab me.n sar-e-rah-guzar ko dekhaa
har marhale se guzre har KHushk-o-tar ko dekhaa
Saifi Amrohwi
Ghazal
milaa bhii ziist me.n kyaa ranj-e-rah-guzaar se kam
so apnaa shauq-e-safar bhii nahii.n Gubaar se kam
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
paa.ii.n har ek raah-guzar par udaasiyaa.n
niklii hu.ii hai.n kab se safar par udaasiyaa.n
Ameer Qazalbash
Ghazal
tamaam 'umr chaluu.n aur rah-guzar me.n rahuu.n
safar taviil hai kab tak mai.n is safar me.n rahuu.n
Manzar Eijaz
Ghazal
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
paanii kahii.n na saaya kisii rah-guzar me.n thaa
sar par ka.Dii thii dhuup musaafir safar me.n thaa
Bahzad Fatami
Ghazal
KHud ko kisii kii raah-guzar kis liye kare.n
tuu ham-safar nahii.n to safar kis liye kare.n
Athar Nasik
Ghazal
kisii kii muntazir ab dil kii rah-guzaar nahii.n
magar mujhe to kisii tarah bhii qaraar nahii.n
Shabnam Waheed
Ghazal
vo kaamyaab safar hai jo duusro.n ke liye
charaaG jaltaa hu.aa rah-guzar me.n chho.D aaya