SEARCH RESULTS
Showing search results for "raqs-e-naa-tamaam"
Ghazal MATCHES FOR "raqs-e-naa-tamaam"
Ghazal
ye us ne dekhaa thaa ik raqs-e-naa-tamaam ke ba.ad
vufuur-e-shauq me.n kaun-o-makaa.n thirak rahe the
Aziz Nabeel
Ghazal
ik ishq-e-naa-tamaam hai rusvaa.iyaa.n tamaam
ugne lagii hai.n jism me.n tanhaa.iyaa.n tamaam
Zakir Khan Zakir
Ghazal
ai hijr-e-naa-tamaam masaa.il samajh zaraa
ai ‘ishq-e-jaavedaa.n tuu vasaa.il samajh zaraa
Zubair Ahad
Ghazal
Raushan Banarasi
Ghazal
nazar KHamosh hu.ii arz-e-naa-tamaam ke ba.ad
kuchh aur kah na sake ashk-e-be-kalaam ke ba.ad
Anand Narayan Mulla
Ghazal
ik harf-e-naa-tamaam huu.n aage kii baat chho.D
mai.n KHaas huu.n na 'aam huu.n aage kii baat chho.D
Majid Jahangeer Mirza
Ghazal
fareb khaa ke un aa.nkho.n kaa kab talak ai dil
sharaab-e-KHaam piye.n raqs-e-naa-tamaam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
abad se taa-ba-azal 'aks-e-naa-tamaam hai.n ham
jahaa.n ke aa.ina-KHaane se intiqaam hai.n ham
Ameer Imam
Ghazal
tamaam bazm jise sun ke rah ga.ii mushtaaq
kaho vo tazkira-e-naa-tamaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
sharh-e-haqiiqat-e-talab-e-naa-tamaam hai
ik daftar-e-shikaayat-e-bejaa kahe.n jise
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
jitnii jo piitaa ho pii le daur-e-jaam aa hii gayaa
qadr-daan-e-har-tamaam-o-naa-tamaam aa hii gayaa
Shadan Indauri
Ghazal
mai.n shauq-e-naa-tamaam huu.n ik husn-e-naa-tamaam
mere liye karo na kabhii aa.nkh tar chalo