SEARCH RESULTS
Showing search results for "raunaq-e-baam-o-dar"
Ghazal MATCHES FOR "raunaq-e-baam-o-dar"
Ghazal
havaa ke zor se pindaar-e-baam-o-dar bhii gayaa
charaaG ko jo bachaate the un kaa ghar bhii gayaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Naz Khialvi
Ghazal
KHaraaba-e-baam-o-dar bahut yaad aa rahaa hai
na jaane kyo.n aaj ghar bahut yaad aa rahaa hai
Jamal Ehsani
Ghazal
vo dilkashii vo raushnii-e-baam-o-dar ga.ii
tum kyaa ga.e ki raunaq-e-shaam-o-sahar ga.ii
Chandra Parkash Jauhar Bijnauri
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
bastii milii makaan mile baam-o-dar mile
mai.n Dhuu.nDhtaa rahaa ki kahii.n ko.ii ghar mile
Hosh Jaunpuri
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
daraare.n baam-o-dar kii pa.Dh rahe hai.n
kitaabe.n apne ghar kii pa.Dh rahe hai.n
Fahmi Badayuni
Ghazal
sar me.n ek saudaa thaa baam-o-dar banaane kaa
aaj tak nahii.n sochaa ham ne ghar banaane kaa
Shafiq Saleemi
Ghazal
bahut saarii daulat ba.Daa baam-o-dar hai
magar dil me.n chain-o-sukuu.n muKHtasar hai