SEARCH RESULTS
Showing search results for "re.aayaa"
Ghazal MATCHES FOR "re.aayaa"
Ghazal
aap jaiso.n ko re.aayaa jheltii hai kis tarah
aap ko to soch kar hairaan honaa chaahiye
Fariha Naqvi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ham apnii mamlikat-e-dard me.n akele hai.n
hamaarii ko.ii re.aayaa nahii.n bahut din se
Farhat Ehsas
Ghazal
badal ke dekh chukii hai re.aayaa saahib-e-taKHt
jo sar qalam nahii.n kartaa zabaan khii.nchtaa hai
Azhar Faragh
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
bach ke nikal ga.e jo re.aayaa ko bech kar
bad-qismatii se bijlii o paanii me.n pha.ns ga.e
Khalid Irfan
Ghazal
apne aaqaa.o.n ke aibo.n ko mahaasin samjhe
itnii paaband-e-aqiidat to re.aayaa bhii nahii.n
Shakeel Jamali
Ghazal
Sabahat Urooj
Ghazal
re.aayaa zulm pe jab sar uThaane lagtii hai
to eqtidaar kii lau thartharaane lagtii hai
Tariq Qamar
Ghazal
Ahmad Javaid
Ghazal
Rauf Raheem
Ghazal
baKHt-saazaan-e-re.aayaa me.n kashish hai kitnii
har nazar jaanib-e-aivaan lagii rahtii hai
Gulzar Bukhari
Ghazal
Parveen Sultana Saba
Ghazal
mirii re.aayaa kabhii mujh se munharif na hu.ii
'sharar' hamesha rahaa raushnii pe raaj miraa
Inam Sharar Ayyubi
Ghazal
hamaarii samt bhii ik sikka muskuraahaT kaa
hame.n bhii apnii re.aayaa shumaar karnaa thaa
muneer saifi
Ghazal
phailaa rahaa hai haath re.aayaa ke saamne
majbuur kaisaa vaqt kaa muKHtaar ho gayaa
Mukhlis Musavviri
Ghazal
Farhan Hanif Warsi
Ghazal
hai ThanDii raakh kaa chuulhaa re'aayaa
hukuumat kaaTh kii ik degchii hai