SEARCH RESULTS
Showing search results for "riyaaz"
Ghazal MATCHES FOR "riyaaz"
Ghazal
ye pairahan jo mirii ruuh kaa utar na sakaa
to naKH-ba-naKH kahii.n paivast resha-e-dil thaa
Fahmida Riaz
Ghazal
sun ke ash’aar mire sab yahii kahte hai.n 'riyaaz'
is kii qismat hai burii aur tabii'at achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
jo mujh me.n chhupaa meraa galaa gho.nT rahaa hai
yaa vo ko.ii ibliis hai yaa meraa KHudaa hai
Fahmida Riaz
Ghazal
Fahmida Riaz
Ghazal
rukaa na zulm mire raakh ban.ne par bhii 'riyaaz'
hu.aa kii KHuu to vahii hai mujhe jalaa kar bhii
Riaz Majeed
Ghazal
kabhii dhanak sii utartii thii un nigaaho.n me.n
vo shoKH rang bhii dhiime pa.De havaa.o.n me.n
Fahmida Riaz
Ghazal
be-amaa.n thaa aap lekin mo.ajaza hai ye 'riyaaz'
haala-e-shafqat thaa us ko aasraa dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
ahl-e-mahshar se na uljho tum 'riyaaz'
hashr me.n diivaangii achchhii nahii.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
ye kis ke aa.nsu.o.n ne us naqsh ko miTaayaa
jo mere lauh-e-dil par tuu ne kabhii banaayaa
Fahmida Riaz
Ghazal
Ram Riyaz
Ghazal
muskuraatii aa.nkho.n ko dosto.n kii nam karnaa
raam aise afsaane chho.D do raqam karnaa
Ram Riyaz
Ghazal
aaluuda-e-gunaah hai apnaa riyaaz bhii
shab kaaTte hai.n jaag ke muG kii dukaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
'riyaaz' achchhe musalmaa.n aap bhii hai.n
ki dil aayaa bhii to kaafir hasii.n par