SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruKHsat-e-raftan"
Ghazal MATCHES FOR "ruKHsat-e-raftan"
Ghazal
paas-e-naamuus ne phir ruKHsat-e-raftan chaahii
shohrat-e-husn vahii ulfat-e-rusvaa hai vahii
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
sharaab pii chuke be-chaare ko ijaazat do
kha.Daa hai der se ruKHsat ko ai nigaar lihaaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kaise kaise log aa.e aur ruKHsat ho ga.e
ai 'shakiil' achchhaa nahii.n is darja itraanaa tiraa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
na paa-e-raftan ab ne jaa-e-ma.adin
kahaa.n tak ro.e.n apnii bebasii ko
Sudarshan Kumar Vuggal
Ghazal
ruKHsat-e-sair-o-tamaashaa-e-jahaa.n hai kis ko
diidanii aap hai 'aalam mire kaashaane kaa
Syed Shabbir Hassan Rizvi
Ghazal
dekh ai ahl-e-nazar sabza-e-KHat me.n lab-e-laal
ra.ng-e-yaaquut chhupaa hai KHat-e-raihaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
lillaah ai hujuum-e-tamannaa zaraa Thahar
ye vaqt-e-ruKHsat-e-nafas-e-jaa.n-gudaaz hai
Nadir Kakorvi
Ghazal
jab karam ruKHsat-e-bebaakii-o-gustaaKHii de
ko.ii taqsiir ba-juz KHajlat-e-taqsiir nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
mastii me.n aaj to.De.nge kuuze sharaab ke
tauba ke saath ruKHsat-e-maah-e-tamaam hai
Ranj Merthi
Ghazal
ruKHsat-e-mausam-e-gul ke bhii uThaa.o sadme
itnaa aasaa.n nahii.n ehsaas-e-KHizaa.n ho jaanaa
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
ruKHsat-e-arz-e-tamannaa nahii.n miltii na mile
qissa-e-shauq nigaaho.n se sunaanaa hai hame.n
Ghazal
phuul murjhaa.e hu.e nabz-e-chaman afsurda
ruKHsat-e-fasl-e-bahaaraa.n hai Gazal kyaa kahiye
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
'shaaz' suuraj bhii tamaashaa.ii hu.aa aaj ke din
ruKHsat-e-saaya-e-diivaar hai diivaar se dekh
Shaz Tamkanat
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
tishna-e-KHuun-e-tamaashaa jo vo paanii maa.nge
aa.ina ruKHsat-e-andaaz-e-ravaanii maa.nge