SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruKHsat-e-raftan"
Nazm MATCHES FOR "ruKHsat-e-raftan"
Nazm
raftagan
hai.n yaad-haa-e-rafta ke diivaar-o-dar kahaa.n
vo sa.ng-e-aastaa.n kahaa.n vo rahguzar kahaa.n
Muneebur Rahman
Nazm
waqt-e-murawwat
mire labo.n ko bhii de ruKHsat-e-taraana-e-hamd
har ek zarra hai is vaqt aashnaa-e-duruud
Josh Malihabadi
Nazm
heart-attack
silsila-vaar pataa dene lagii.n
ruKHsat-e-qaafila-e-shauq kii tayyaarii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
phir na aana
jazba-e-shauq ki hotaa thaa kabhii tere sabab
aaj tere hii sabab ruKHsat-e-jaa.n chaahtaa hai
Kazim Rizvi
Nazm
tazmin bar-ashaar-e-ghaalib
hasrat ai shauq-e-jaraahat! ruKHsat ai zauq-e-fanaa
haath hii teG-aazmaa kaa kaam se jaataa rahaa
Ze Khe Sheen
Nazm
lazzat-e-irfan
husn-e-baaqii ne dil ko khii.nch liyaa
ruKHsat ai husn-e-hastii-e-faanii
Ze Khe Sheen
Nazm
hinDola
hanuuz vaqt ke be-dard haath kar na sake
hayaat-e-rafta kii zinda nishaaniyo.n ko fanaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
barf-bari
umr-e-rafta ke KHat-o-KHaal-e-nihaa.n
ko.ii mushkil hii se pahchaanegaa
Muneebur Rahman
Nazm
yaad
jaraahato.n ne kiyaa ehtimaam-e-laala-o-gul
bahaar-e-rafta ko sarv-o-saman kii yaad aa.ii
Muneebur Rahman
Nazm
pat-jhaD
abhii parchhaa.iyaa.n kuchh ahd-e-rafta kii
mirii aa.nkho.n me.n hai.n larzaa.n