SEARCH RESULTS
Showing search results for "sa.ng-e-manzil"
Ghazal MATCHES FOR "sa.ng-e-manzil"
Ghazal
hazrat-e-'manzil' ye sochaa hai kabhii
kuchh na kuchh hai vo bhii chaaraa jaa.egaa
Manzil Lohatheri
Ghazal
Gam-e-dauraa.n kii rahii yaa Gam-e-jaanaa.n kii rahii
al-Garaz chhe.D rahii manzil-e-naakaam ke saath
Manzil Lohatheri
Ghazal
jahaa.n shaakii hai tujh se ai mire dost
nahii.n hai ko.ii to 'manzil' nahii.n hai
Manzil Lohatheri
Ghazal
shikva na shikaayat hai ko.ii ahl-e-sitam se
'manzil' me.n nahii.n hai to yahii chiiz nahii.n hai
Manzil Lohatheri
Ghazal
kisii kii teG-e-nazar se jo pyaar thaa 'manzil'
tamaam umr nahaate lahuu me.n guzrii hai
Manzil Lohatheri
Ghazal
abhii kahaa.n sitam-o-jaur me.n kamii 'manzil'
kahaa.n hu.aa hai na.e daur kaa vikaas abhii
Manzil Lohatheri
Ghazal
bazm-e-nashaat-e-yaar me.n rone ko aa ga.e
'manzil' tumhaarii baat bhii kuchh bar-mahal nahii.n
Manzil Lohatheri
Ghazal
piir-e-mai-KHaana piine ko de yaa na de
mai-kade se na 'manzil' nikaale mujhe
Manzil Lohatheri
Ghazal
ab mudaavaa-e-Gam-e-dil tiraa hone se rahaa
har taraf 'manzil'-e-biimaar sitam jaage hai.n
Manzil Lohatheri
Ghazal
tesha-o-koh to mash.huur hu.e hii 'manzil'
aise nikle to faqat mere hii baazuu nikle
Manzil Lohatheri
Ghazal
us musaafir kii naqaahat kaa Thikaana kyaa hai
sa.ng-e-manzil jise diivaar nazar aane lage
Saifuddin Saif
Ghazal
sa.ng-e-manzil isti.aara sa.ng-e-marqad kaa na ho
apne zinda jism ko patthar banaa kar dekhnaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
us kii galiyo.n me.n rahe gard-e-safar kii suurat
sa.ng-e-manzil na bane raah kaa patthar na hu.e
Amjad Islam Amjad
Ghazal
maa.ngtaa kis se mujhe sa.ng-e-sar-afraazii de
ko.ii darvaaza to hotaa tire dar se uu.nchaa