SEARCH RESULTS
Showing search results for "saada-bayaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "saada-bayaa.n"
Ghazal
mai.n saada-lauh saada-bayaa.n saada-aarzuu
aur us ne saadgii pe bharosaa nahii.n kiyaa
Anwar Anjum
Ghazal
mai.n saada-lauh saada-bayaa.n saada-aarzuu
aur us ne saadgii pe bharosa nahii.n kiyaa
Anwar Anjum
Ghazal
Gubaar-e-dard se saaraa badan aTaa niklaa
jise bhii KHanda-ba-lab dekhaa Gam-zadaa niklaa
Abdul Hafiz Naeemi
Ghazal
saaraa badan hai KHuun se kyuu.n tar use dikhaa
shah-rag kaTii hai jis se vo nashtar use dikhaa
Yusuf Jamal
Ghazal
Krishna Kumar Toor
Ghazal
nigaar-KHaana-e-aatish hu.aa hai saaraa badan
sulagte rahnaa bhii kaar-e-savaab ho gayaa hai
Moid Rasheedi
Ghazal
Zubair Farooq
Ghazal
reKHta rashk-e-faarsii us se na ho sakaa bayaa.n
mahfil-e-urs-e-'miir' me.n she'r mire sunaa ki yuu.n
Bayan Meeruthi
Ghazal
'baasir' bayaan-e-saada ko paayaa hai be-asar
kiije zaraa sa.nvaar ke qadre banaa ke baat
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
har harf gaa rahaa hai tarannum me.n jhuum kar
barbat hai ye ko.ii ki 'sadaa' kii bayaaz hai
Sada Ambalvi
Ghazal
KHumaar-KHaana-e-lafz-o-bayaan tak hii hai
ki chaahato.n kaa nasha imtihaan tak hii hai
Raoof Anjum
Ghazal
bahut ghuTan hai ko.ii suurat-e-bayaa.n nikle
agar sadaa na uThe kam se kam fuGaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Ghazal
shikva karne se ko.ii shaKHs KHafaa hotaa hai
aur shikva nahii.n kartaa to gila hotaa hai
Rais Amrohvi
Ghazal
Nazeer Azad
Ghazal
niklegaa sadaa zabt se tash.hiir kaa pahluu
hai raat ke pahluu hii me.n tanviir kaa pahluu