SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaleh"
Ghazal MATCHES FOR "saaleh"
Ghazal
saaleh rivaayato.n pe bhii aane lagaa zavaal
qiimat ba.Dhii hai in dino.n kaaGaz ke phuul kii
Mehdi Pratapgarhi
Ghazal
vajuud miT gayaa parvaano.n ke sambhalne tak
dhu.aa.n hii uThtaa rahaa sham.a ke pighalne tak
Saleh Nadeem
Ghazal
saaleh thaa amal jab tak sardaar rahe ham hii
phir ham me.n amal-gar ho aa.o ye du.aa maa.nge.n
Mohammad Azhar Shams
Ghazal
Rauf Sadiq
Ghazal
hai apnii ye salaah ki sab zaahidaan-e-shahr
ai 'dard' aa ke bai.at-e-dast-e-subuu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
mujh se salaah lii na ijaazat talab hu.ii
be-vaj.h ruuTh baiThe hai.n apnii KHushii se aap
Bekhud Dehlvi
Ghazal
salaah-e-kaar banaayaa hai maslahat se use
vagarna naaseh-e-naadaa.n kii dostii kyaa hai
Ahsan Marahravi
Ghazal
KHudii me.n gum hai KHudaa.ii talaash kar Gaafil
yahii hai tere liye ab salaah-e-kaar kii raah
Allama Iqbal
Ghazal
ye meraa aks jo Thahraa tirii nigaah me.n hai
nahii.n hai pyaar to phir kyaa tirii salaah me.n hai
Amir Ameer
Ghazal
pa.Dhte hai.n dekh ke us but ko farishte bhii daruud
marhabaa salle-alaa salle-alaa kyaa kahnaa