SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadaa-e-huu"
Ghazal MATCHES FOR "sadaa-e-huu"
Ghazal
bhuul mat ki guu.njegii ek din sadaa-e-huu
kaaGazii ye duniyaa hai aarzii hai.n rang-o-buu
Shafaq Tanveer
Ghazal
zindagii bhar na kiyaa yaad use ham ne 'sadaa'
aa ga.ii maut kii manzil to KHudaa yaad aaya
Sada Neotanvi
Ghazal
Sada Ambalvi
Ghazal
ajiib shor munavvar dil o dimaaG me.n hai
mire lahuu me.n hai lekin sadaa-e-huu raushan
Sultan Akhtar
Ghazal
naala-e-dil hai jis ko tuu samjhe sadaa-e-saaz
kab dard-e-nau ko samjhaa tuu ai nai-navaaz hai
Sada Ambalvi
Ghazal
raahate.n Gam ke baad aatii hai.n ai 'sadaa'
Gam ba.Dii chiiz hai aadmii ke liye
Sada Neotanvi
Ghazal
na chhe.D baad-e-sabaa is qadar na chhe.D use
ha.nsii ha.nsii me.n kalii ro pa.Dii to kyaa hogaa
Sada Neotanvi
Ghazal
usii kii guu.nj hai taar-e-nafas me.n ab ke miyaa.n
sadaa-e-huu ko bhii varna kise jagaanaa thaa
Kabir Ajmal
Ghazal
nii.nd aa.ii hii nahii.n ham ko na puuchho kab se
aa.nkh lagtii hii nahii.n dil hai lagaayaa jab se
Sada Ambalvi
Ghazal
sher me.n saath ravaanii ke ma.aanii bhii to bhar
ai 'sadaa' qaid tuu kuuze me.n samundar kar de
Sada Ambalvi
Ghazal
aur kuchh bhii nahii.n jab ai 'sadaa' tum se hotaa
sher likh likh ke zamaane ko sunaate jaa.o