SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadaaqat"
Ghazal MATCHES FOR "sadaaqat"
Ghazal
aur sab bhuul ga.e harf-e-sadaaqat likhnaa
rah gayaa kaam hamaaraa hii baGaavat likhnaa
Habib Jalib
Ghazal
har-suu lage.nge mujh se sadaaqat ke ishtihaar
har-suu mohabbato.n ke sabaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
jo mere lab pe hai shaayad vahii sadaaqat hai
jo mere dil me.n hai us harf-e-raa.egaa.n pe na jaa
Fahmida Riaz
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
karbalaa nahii.n lekin jhuuT aur sadaaqat me.n
kal bhii ja.ng jaarii thii ab bhii ja.ng jaarii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
lahje kii khanak ho ki nigaaho.n kii sadaaqat
yuusuf ke liye misr ke baazaar bahut hai.n
Ada Jafarey
Ghazal
ishq fasaana thaa jab tak apne bhii bahut afsaane the
ishq sadaaqat hote hote kitnaa kam-ahvaal hu.aa
Athar Nafees
Ghazal
ye kaarobaar-e-siyaasat bahut hii achchhaa hai
bas aap jhuuT ko becho ba.Dii sadaaqat se
Yasir Khan Inam
Ghazal
jhuuT bhii bole.n sadaaqat ke payambar bhii bane.n
ham ko baKHsho ye siyaasat nahii.n hogii ham se
Iqbal Azeem
Ghazal
ho gayaa aaj rafiiqo.n se gale mil ke judaa
apnaa KHud ishq-e-sadaaqat mujhe maa'luum na thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Aasi Karnali
Ghazal
KHuu.n hu.aa dil ki pashemaan-e-sadaaqat hai vafaa
KHush hu.aa jii ki chalo aaj tumhaare hu.e log