SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadaaqat"
Nazm MATCHES FOR "sadaaqat"
Nazm
jawab-e-shikwa
dam-e-taqriir thii muslim kii sadaaqat bebaak
adl us kaa thaa qavii laus-e-maraa.aat se paak
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
ho sadaaqat ke liye jis dil me.n marne kii ta.Dap
pahle apne paikar-e-KHaakii me.n jaa.n paidaa kare
Allama Iqbal
Nazm
jashn-e-ghaalib
ye jashn mubaarak ho par ye bhii sadaaqat hai
ham log haqiiqat ke ehsaas se aarii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
jis kii naadaanii sadaaqat ke liye betaab hai
jis kaa naaKHun saaz-e-hastii ke liye mizraab hai
Allama Iqbal
Nazm
kya dhoka dene aaogi
kuchh khoT haqiiqat kaa to nahii.n?
kuchh mail sadaaqat kaa to nahii.n?
Ibn۔e۔Insha
Nazm
jhuTi mohabbat
tumhaaraa mai.n huu.n mire tum ho achchhe jumle hai.n
magar ye baat bahut duur hai sadaaqat se
Shakeel Azmi
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
be-zarii apnii sadaaqat ko parakhtii hii rahii
tal gayaa husn zar-o-siim kii miizaano.n me.n
Qateel Shifai
Nazm
saneha
ik be-KHud-e-suruur-e-dil-o-jaa.n nahii.n rahaa
ik aashiq-e-sadaaqat-e-pinhaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nala-e-firaq
aa gayaa aaj is sadaaqat kaa mire dil ko yaqii.n
zulmat-e-shab se ziyaa-e-roz-e-furqat kam nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
bhaarat ke musalman
is daur me.n maz.hab kii sadaaqat ho numaayaa.n
bhaarat ke musalmaa.n
Jagan Nath Azad
Nazm
kitaben
sadaaqat kaa yahii rasta dikhaa.e.n
buro.n ko bhii yahii achchhaa banaa.e.n