SEARCH RESULTS
Showing search results for "sairaabii"
Ghazal MATCHES FOR "sairaabii"
Ghazal
masti-e-rindaana ham sairaabi-e-mai-KHaana ham
gardish-e-taqdiir se hai.n gardish-e-paimaana ham
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
ja.ngal hii hare tanhaa rone se nahii.n mere
koho.n kii kamar tak bhii jaa pahu.nchii hai sairaabii
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab kii havaa-e-gul me.n sairaabii hai nihaayat
juu-e-chaman pe sabza mizhgaan-e-chashm-e-tar hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham ne sochaa thaa ki sairaabii mayassar hogii
tishnagii aur ba.Dhii hai use jitnaa chuumaa
Qamar Aasi
Ghazal
kabhii to hurmat-e-sairaabi-e-nazar khul jaa.e
samundaro.n ko tilism-e-saraaab de jaa.o
Rahi Fidai
Ghazal
ab apne aa.nsu.o.n pe hai sairaabi-e-hayaat
kuchh aur is falak pe bharosaa nahii.n mujhe
Faizi
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
aasaar nazar aa.e na sairaabii-e-dil ke
thak-haar ke saudaa-e-numuu sar se nikaalaa
Aslam Mahmood
Ghazal
kahii.n sahraa me.n bhii Das le na hame.n sairaabii
ret ke batn se phunkaartaa dariyaa niklaa
Mazhar Imam
Ghazal
is lafzii sairaabii ko bebas kii chiiKH samajh
kuchh pyaaso.n ko kahnaa pa.D jaataa hai pyaas nahii.n
Hamida Shaheen
Ghazal
ik baadal ko dekh ke dasht kii aa.nkho.n me.n
sairaabii ke KHvaab sa.nvarne lagte hai.n
Hafeez Jauhar
Ghazal
Naseem Siddiqi
Ghazal
tishnagii ab tak na sairaabii kii manzil paa sakii
zindagii guzrii tavaaf-e-baam-o-dar karte hu.e
Syed Mujeebul Hasan
Ghazal
ai marg rag-o-pai ko de muzhda-e-sairaabii
zahraaba-e-hirmaa.n me.n taasiir nazar aa.ii
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
merii sairaabii bhii merii tishnagii se kam na thii
mai.n misaal-e-abr aayaa suurat-e-sahraa gayaa