SEARCH RESULTS
Showing search results for "samundar ke"
Ghazal MATCHES FOR "samundar ke"
Ghazal
samundar ke kinaare ik samundar aadamiyyo.n kaa
hamaare shahr me.n rahtaa hai lashkar aadamiyyo.n kaa
Iqbal Haider
Ghazal
sabhii ko Gam hai samundar ke KHushk hone kaa
ki khel KHatm hu.aa kashtiyaa.n Dubone kaa
Shahryar
Ghazal
tuufaan samundar ke na dariyaa ke bha.nvar dekh
saahil kii tamannaa hai to maujo.n kaa safar dekh
Guhar Khairabadi
Ghazal
lo aaj samundar ke kinaare pe kha.Daa huu.n
Garqaab safiino.n ke sisakne kii sadaa huu.n
Zia Fatehabadi
Ghazal
saahil pe samundar ke kuchh der Thahar jaa.uu.n
mumkin hai ki maujo.n ke maathe pe ubhar jaa.uu.n
Ishrat Zafar
Ghazal
samundar ke bha.nvar me.n kitne manzar tairte hai.n
agar gahraa.ii me.n dekho to patthar tairte hai.n
Sunil Aftab
Ghazal
kar diyaa KHud ko samundar ke havaale ham ne
tab kahii.n gauhar-e-naayaab nikaale ham ne
Afzal Allahabadi
Ghazal
ik samundar ke havaale saare KHat kartaa rahaa
vo hamaare saath apne Gam Galat kartaa rahaa
Vilas Pandit Musafir
Ghazal
Shahbaz Nayyar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ho.nTo.n pe mohabbat ke fasaane nahii.n aate
saahil pe samundar ke KHazaane nahii.n aate