SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarmaa"
Ghazal MATCHES FOR "sarmaa"
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
sarmaa kii rut kaaT ke aane vaale parindo ye to kaho
duur des ko jaane vaale kab tak lauT ke aa.e.nge
Bashar Nawaz
Ghazal
yaado.n ke javaa.n qaafile aate hii rahe.nge
sarmaa ke isii barg-e-pur-afshaa.n se guzar ke
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
vo yuu.n bhii KHair se sarmaa kaa chaa.nd thii lekin
use ujaal diyaa aur bhii mohabbat ne
Iftikhar Mughal
Ghazal
Musavvir Sabzwari
Ghazal
navaah-e-qarya hai sunsaan shaam-e-sarmaa me.n
kisii qadiim zamaane kii sar-zamii.n kii tarah
Muneer Niyazi
Ghazal
sarmaa thaa magar phir bhii vo din kitne ba.De the
us chaa.nd se jab pahle-pahal nain la.De the
Ram Riyaz
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
sarmaa kii raat rail kaa Dibbaa udaasiyaa.n
lambaa safar hai aur tiraa saath bhii nahii.n
Saleem Betab
Ghazal
sarmaa kii chaa.ndnii thii javaanii guzar ga.ii
jhulsaa rahii hai dhuup bu.Dhaapaa Thahar gayaa
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
garmii se mire dil kii is mausam-e-sarmaa me.n
ye gumbad-e-garduu.n bhii yakbaar lagaa tapne
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
vo uryaa.n me.n sarmaa me.n thii jin kii shab
guzartii samor aur sanjaab me.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
tuKHm me.n ro.iidagii har naKHl me.n baaliidgii
mausam-e-sarmaa-o-garmaa baad-o-baaraa.n ab bhii hai
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Ghazal
ba.De suuraj bane phirte ho tum ik raat aa kar
zaraa meraa charaaG-e-mausam-e-sarmaa jalaanaa
Farhat Ehsas
Ghazal
'sabiila' mausam-e-sarmaa bhii ek ne.amat hai
vo KHush-nasiib hai.n jin ko nasiib hai sardii
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
kohr me.n Duubii ye sarmaa kii saver ai duniyaa
tum samajhtii ho tumhaare liye phirtaa huu.n mai.n
Zakariya Shaz
Ghazal
sarmaa-e-aashufta-dilii jam.a hu.aa hai
aa dekh sanam haal-e-pareshaan hamaaraa