SEARCH RESULTS
Showing search results for "sayyad-ul-bashar"
Ghazal MATCHES FOR "sayyad-ul-bashar"
Ghazal
mai.n KHud bashar huu.n bashar se hai dostii merii
mujhe tasavvur-e-fauq-ul-bashar se kyaa lenaa
Mohammad Shafi Sitapuri
Ghazal
Waris Riyazi
Ghazal
Gulzar Dehlvi
Ghazal
tamaam umr KHizaa.n me.n jhulaste guzrii hai
hamaare sar pe kabhii saaya-e-bahaar na thaa
Naz Qadri
Ghazal
hukm-e-sayyaad hai taa-KHatm-e-tamaashaa-e-bahaar
saarii duniyaa kahe bulbul na kahe haa.e bahaar
Qamar Jalalvi
Ghazal
Sameena Syed
Ghazal
suuraj baGair saaya-e-ashjaar kis liye
yuusuf nahii.n to misr kaa baazaar kis liye
Munawwar Tabish Sambhali
Ghazal
kabhii bahaar na aa.ii bahaar kii suurat
badal ga.ii chaman-e-rozgaar kii suurat
Syed Nazeer Hasan Sakha Dehlavi
Ghazal
ab ye khulaa ki vo bhii mirii justujuu me.n the
mai.n jin ko Dhuu.nDhtaa thaa savaad-e-bahaar me.n
Shaukat Wasti
Ghazal
lahuu ko dil ke jo sarf-e-bahaar kar na sake
ilaaj gardish-e-lail-o-nahaar kar na sake
Syed Hamid
Ghazal
fasl-e-bahaar aa.ii Gunche khile chaman me.n
bichh.De hu.e musaafir phir aa ga.e vatan me.n
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
kisii kii ishva-garii se ba-Gair-e-fasl-e-bahaar
sabhii kaa chaak girebaa.n hai dekhiye kyaa ho
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
yuu.n qatl-e-aam nau-e-bashar kar diyaa gayaa
raasiKH tabii.ato.n hii me.n Dar kar diyaa gayaa
Syed Zameer Jafri
Ghazal
din kaT rahe hai.n kashmakash-e-rozgaar me.n
dam ghuT rahaa hai saaya-e-abr-e-bahaar me.n