SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaa.ista"
Ghazal MATCHES FOR "shaa.ista"
Ghazal
shaa.ista mahfilo.n kii fazaa.o.n me.n zahr thaa
zinda bache hai.n zehn kii aavaargii se ham
Nida Fazli
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
husn shaa.ista-e-tahziib-e-alam hai shaayad
Gam-zada lagtii hai.n kyuu.n chaa.ndnii raate.n aksar
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
har aadmii nahii.n shaa.ista-e-rumuuz-e-suKHan
vo kam-suKHan ho muKHaatab to ham-kalaam kare.n
Nasir Kazmi
Ghazal
vahii mai-KHvaar hai jo is tarah mai-KHvaar ho jaa.e
ki shiisha to.D de aur be-piye sarshaar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
shaa.ista-e-sohbat ko.ii un me.n nahii.n 'asGar'
kaafir nahii.n dekhe ki musalmaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Ghazal
har ko.ii shahr me.n phirtaa hai salaamat-daaman
rind mai-KHaane se shaa.ista-KHiraam aataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
miraa gunaah bhii shaa.ista-e-tavakkul hai
ki tuu KHudaa hai miraa aur KHair-KHuu tuu hai
Asim Wasti
Ghazal
tire sivaa ko.ii shaa.ista-e-vafaa bhii to ho
mai.n tere dar se jo uTThuu.n to kis ke ghar jaa.uu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
'miir'-saahib hii nahii.n us se pare baiThte hai.n
jo bhii shaa.ista-e-aadaab-e-junuu.n hai yuu.n hai
Abbas Tabish
Ghazal
ko.ii shaa.ista-o-shaayaan-e-Gam-e-dil na milaa
ham ne jis bazm me.n dekhaa use tanhaa dekhaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ruuh larzaa.n aa.nkh mahv-e-diid dil naakaam thaa
ishq kaa aaGaaz bhii shaa.ista-e-anjaam thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
log samjhe.nge ki hai shaKHs ba.Daa shaa.ista
tum har ik baat pe bas naak cha.Dhaate jaa.o
Sada Ambalvi
Ghazal
ham hai.n vo balaa-kash ki masaa.ib se jahaa.n ke
ho jaate hai.n shaa.ista-e-Gam-haa-e-jahaa.n aur