SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaa.ista-e-rafuu"
Ghazal MATCHES FOR "shaa.ista-e-rafuu"
Ghazal
jise tamiiz hai 'shaa.ista' nek-o-bad kyaa hai
vo apnaa haath nadaamat se maltaa rahtaa hai
Shaista Jamal
Ghazal
Daraa rahaa hai mujhe vo jahaa.n se 'shaa.ista'
bataa.o hazrat-e-naaseh ko kyaa sazaa doge
Shaista Jamal
Ghazal
bikhar ke rah ga.ii zarraat-e-Gam me.n 'shaa.istaa'
tire qalam se na.ii shakl ik banaa denaa
Shaista Yusuf
Ghazal
'shaa.ista' ik baar phir apne malbe se
suurat-e-yak-ta.amiir banaa kar dekhuu.n to
Shaista Sahar
Ghazal
numaa.ish to bajaa hai jalva-e-husn-e-mujassam kii
ye laazim hai nazar shaa.ista-e-diidaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
ham hai.n vo balaa-kash ki masaa.ib se jahaa.n ke
ho jaate hai.n shaa.ista-e-Gam-haa-e-jahaa.n aur
Ali Sardar Jafri
Ghazal
ko.ii shaa.ista-o-shaayaan-e-Gam-e-dil na milaa
ham ne jis bazm me.n dekhaa use tanhaa dekhaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
husn shaa.ista-e-tahziib-e-alam hai shaayad
Gam-zada lagtii hai.n kyuu.n chaa.ndnii raate.n aksar
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mai.n bhii shaa.ista-e-altaaf-e-sitam huu.n shaayad
mere hote hu.e kyuu.n Gair pe bedaad karo
Akhtar Shirani
Ghazal
hai dil me.n huzuurii kii tamanna to jabii.n ko
shaa.ista-e-aadaab-e-haram karte rahe.nge
Syed Muzaffar Ahmad Ziya
Ghazal
har aadmii nahii.n shaa.ista-e-rumuuz-e-suKHan
vo kam-suKHan ho muKHaatab to ham-kalaam kare.n
Nasir Kazmi
Ghazal
itne shaaista-e-aadaab-e-mohabbat na bano
shikva aataa hai agar dil me.n to shikva bhii karo
Athar Nafees
Ghazal
Gair shaaista-e-aadaab-e-mohabbat na sahii
ham tire hijr ke aazaar me.n mar kab ga.e hai.n
Midhat-ul-Akhtar
Ghazal
ho na jaa.e.n kahii.n nairangii-e-dil se mahruum
log shaa.ista-e-tahziib-e-nazar hone tak
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
shaaista-e-aadaab-e-mohabbat jo nahii.n the
gumraah unhe.n shaiKH-e-haram tum ne kiyaa hai
Nihal Rizvi Lucknowi
Ghazal
'miir'-saahib hii nahii.n us se pare baiThte hai.n
jo bhii shaa.ista-e-aadaab-e-junuu.n hai yuu.n hai