SEARCH RESULTS
Showing search results for "shagaf"
Ghazal MATCHES FOR "shagaf"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
yaanii qimaar-e-ishq me.n kyaa kuchh hai daav par
is raaz-e-vaa-shagaaf ko paa lenaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
Tuk.De hamaare dil ke pa.De the yahaa.n vahaa.n
thaa pattharo.n se jin ko shaGaf dekhte rahe
Shahid Meer
Ghazal
na kisii giit se raGbat na shaGaf naGmo.n se
sirf miiraa ke bhajan suntaa hai kaanhaa dil kaa
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
ek diivaane ko itnaa hii sharaf kyaa kam hai
zulf o zanjiir se yak-guuna shaGaf kyaa kam hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
vo jo kuchh bhii na the ab hai.n sab kuchh vahii
dar-ba-dar saare ahl-e-sharaf ho ga.e
Murtaza Barlas
Ghazal
aur uljhaate chale jaate ho mere sub.h-o-shaam
jab se tum ko ye shaGaf gesuu ke suljhaane me.n hai
Muzaffar Shikoh
Ghazal
Shahid Kamal
Ghazal
hame.n shaGaf hai hamesha se nafsiyaat ke saath
'amal se ba.Dh ke 'amal ke muharrikaat ke saath
Sajid Raheem
Ghazal
chal mire saath zaraa ho ke najaf aate hai.n
ye vo bastii hai jahaa.n ahl-e-sharaf aate hai.n
Ahmad Aqeel
Ghazal
shaGaf hai KHuub rivaayaat-e-raftagaa.n se magar
ham ahd-e-nau ke taraane bhii gungunaate hai.n
Shifa Kajgavnwi
Ghazal
Parveen Shaghaf
Ghazal
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Sharar Dehlvi
Ghazal
us ko ko.ii shaGaf hii kahaa.n shaa.irii se hai
mahfil me.n kaise karte rahe shaa.iraana baat
Asad Raza Sahar
Ghazal
tum ko to vafaadaar kahaa jaataa rahaa hai
haasil hai tumhe.n chho.D ke jaane kaa sharaf bhii