SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahida urooj khan"
Ghazal MATCHES FOR "shahida urooj khan"
Ghazal
yaqiinan havaa hii me.n nashtar hai.n 'shaahid'
ki har shaaKH-e-gulshan hu.i KHuu.n-chakiidaa
Shahid Shaidai
Ghazal
'shaahid' nigaar KHaana-e-sad-ra.ng hai jahaa.n
phir bhii vo naqsh aa.nkh se utraa nahii.n abhii
Shahid Shaidai
Ghazal
Thokare.n khaa ke sa.nbhaltaa nahii.n lekin 'shaahid'
kam se kam raah ke patthar to haTaa detaa huu.n
Shahid Kabir
Ghazal
aaj kii raat ba-har-haal na sonaa 'shaahid'
har gha.Dii aa.nkh me.n ik KHaar chubhoyaa jaa.e
Saleem Shahid
Ghazal
'shaahid' kahaa.n se ho ke guzartii hai aab-juu
ra.ngat tamaam surKH hai kyuu.n sat.h-e-aab kii
Saleem Shahid
Ghazal
murda ahraaf bhii karte hai.n takallum 'shaahid'
apnaa kuchh KHuun-e-jigar lafz ke andar rakh de
Shahid Kamal
Ghazal
nii.nd aatii hai kahaa.n uj.De makaa.n me.n 'shaahid'
ko.ii aaseb kaa har raat gumaa.n rahtaa hai
Shahid Kaleem
Ghazal
'shaidaa' kahaa.n vo aish vo ishrat vo imbisaat
mahfil me.n jab vo ziinat-e-mahfil nahii.n rahaa
Shaida Ambalvi
Ghazal
tamaam samte.n bhii terii hai.n raaste bhii tire
kahaa.n hai manzil-e-'shaahid-jamaal' tuu jaane
Shahid Jamal
Ghazal
Saleem Shahid
Ghazal
zabaan-e-KHalq pe shaahid mai.n harf-e-talKH rahaa
u.Dii na KHaak mirii gard-e-aabruu ho kar
Saleem Shahid
Ghazal
kashmakash dono.n jagah dekh rahaa huu.n 'shaahid'
ab na ka.abe kaa iraada hai na but-KHaane kaa
Shahid Bhopali
Ghazal
ab kahaa.n roke se 'shaahid' ruk sake.nge inqilaab
jin ko aanaa thaa vo hadd-e-barhamii tak aa ga.e
Shahid Bhopali
Ghazal
haath to surKH ka.ii din se hai.n un ke 'shaahid'
KHuun-e-naahaq hai ki hai rang-e-hinaa dekho to
Shahid Bhopali
Ghazal
'shaahid' ki jo vo KHaak-nashii.n mahram-e-jaa.n hai
sajdo.n se abhii us ke ye mehraab hai raushan
Shahid Kamal
Ghazal
'shaahid' rumuuz-e-shaa.erii laa.e.n kahaa.n se ham
matl.a hu.aa to aaj bhii iitaa me.n pha.ns ga.e
Shahid Jamal
Ghazal
kahaa.n se aa.e.nge 'shaahid' KHushii ke mutaraadif
hai lafz lafz hamaarii luGaat sahmii hu.ii
Shahid Jamal
Ghazal
ab kuchh hii lamho.n kaa safar ye baaqii hai
'saahiba' bojh kahaa.n tak sah paa.e ko.ii