SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahr-e-zaat"
Ghazal MATCHES FOR "shahr-e-zaat"
Ghazal
ye shahr-e-zaat bahut hai agar banaayaa jaa.e
to kaa.enaat ko kyuu.n dard-e-sar banaayaa jaa.e
Irfan Siddiqi
Ghazal
mai.n apne ghar ke a.ndhero.n me.n lauT aayaa 'shauq'
pukaartaa hii rahaa mujh ko shahr-e-zaat us kaa
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
vo shahr-e-zaat kii har ik galii se vaaqif thaa
magar mai.n raaste taqsiim kar chukii thii vahaa.n
Safiya Chaudhry
Ghazal
chal diye uTh ke suu-e-shahr-e-vafaa kuu-e-habiib
puuchh lenaa thaa kisii KHaak-basar se pahle
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
shahr-e-gul kii rahne vaalii aagahii
mire zaKHmo.n kii zabaa.n samjhegii kyaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
log mujh ko mire aaha.ng se pahchaan ga.e
kaun badnaam rahaa shahr-e-suKHan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
rahuu.n hisaar-e-badan me.n ki shahr-e-jaa.n ko chaluu.n
vahii tavaaf vahii etakaaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
pighlii kuchh aur barf to ik aur shahr-e-KHvaab
yuu.n bah gayaa nasheb me.n goyaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
phir mahv-e-intizaar hai.n taaza qayaamate.n
phir bas rahe hai.n shahr-e-nigaaraa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
M. A. Qadeer
Ghazal
aab-o-havaa-e-shahr junuu.n-KHez thii bahut
daaman nahii.n the phir bhii hu.e taar taar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye shahr shahr-e-KHamoshaa.n hai ahl-e-daanish kaa
kahii.n to ek ko.ii sar-phiraa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
KHud-aagahii ne lahuu me.n Dubo diyaa mujh ko
shu.uur-e-zaat kii aisii milii sazaa mujh ko