SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharaabii"
Ghazal MATCHES FOR "sharaabii"
Ghazal
vo galii hai ik sharaabii chashm-e-kaafir kii galii
us galii me.n jaa.iye to la.Dkha.Daate jaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
baadal kii ye garaj nahii.n abr-e-bahaar me.n
barraa rahaa hai ko.ii sharaabii KHumaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Tabish Kanpuri
Ghazal
diivaana na samjhe hame.n vo samjhe sharaabii
ab chaak kabhii jeb o garebaa.n na kare.nge
Akbar Allahabadi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
tark-e-mai se aur bhii mai.n to sharaabii ban gayaa
roz aa jaataa hai miinaa-e-sahar mere liye
Jigar Moradabadi
Ghazal
hai.n yuu.n mast aa.nkho.n me.n Dore gulaabii
sharaabii ke pahluu me.n jaise sharaabii
Nazeer Banarasi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
Dagmagaane na diye paa.nv ravaa-daarii ne
mai.n sharaabii thaa magar roz sa.nbhal kar niklaa
Haseeb Soz
Ghazal
un ke pahluu ke mahakte hu.e shaadaa.n jho.nke
yuu.n chale jaise sharaabii kaa KHiraam aahista
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
banaa de.ngii duniyaa ko ik din sharaabii
ye bad-mast aa.nkhe.n ye Dore gulaabii