SEARCH RESULTS
Showing search results for "shariif"
Ghazal MATCHES FOR "shariif"
Ghazal
jo bhii ho tum pe mo'tariz us ko yahii javaab do
aap bahut shariif hai.n aap ne kyaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Ghazal
andar kaa zahr chuum liyaa dhul ke aa ga.e
kitne shariif log the sab khul ke aa ga.e
Rahat Indori
Ghazal
sharaab pii ke ba.De tajrabe hu.e hai.n hame.n
shariif logo.n ko ham mashvara nahii.n de.nge
Rahat Indori
Ghazal
ruKHsat hu.aa to baat mirii maan kar gayaa
jo us ke paas thaa vo mujhe daan kar gayaa
Khalid Sharif
Ghazal
Naz Khialvi
Ghazal
zaraa sii choT lagii thii ki chalnaa bhuul ga.e
shariif log the ghar se nikalnaa bhuul ga.e
Haseeb Soz
Ghazal
vo shariif aadmii hai miraa tazkira kare naa
use jaantii hai duniyaa rahe hoshiyaar kahnaa
Himanshi Babra
Ghazal
naakaam hasrato.n ke sivaa kuchh nahii.n rahaa
duniyaa me.n ab dukho.n ke sivaa kuchh nahii.n rahaa
Khalid Sharif
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
har ik sutuun KHaana-e-shar-e-shariif hai
roza ho yaa zakaat ho yaa haj ho yaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
use to kho hii chuke phir KHayaal kyaa us kaa
ye fikr kaisii ki phir hogaa haal kyaa us kaa
Khalid Sharif
Ghazal
yahii to dukh hai buraa.ii bhii qaa.ede se na kii
na mai.n shariif rahaa aur na bad-ma.aash hu.aa
Iqbal Sajid
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
zaat-e-shariif ho tum mai.n KHuub jaantaa huu.n
tuufaan aur ko.ii mujh par uThaa.iyegaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
daraKHto.n se judaa hote hu.e patte agar bole.n
to jaane kitne bhuule-bisre afsaano.n ke dar khole.n
Khalid Sharif
Ghazal
baa-ii.n-hama darmaandagii insaa.n ke ye da.ave
kyaa zaat-e-shariif in ko banaayaa hai KHudaa ne
Ismail Merathi
Ghazal
Khalid Sharif
Ghazal
bahut shariif hai to 'chaa.nd' jaa ke sansad me.n
'kabir-das' kii vaanii talaash kartaa hai