SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharm-o-hayaa-o-hijaab"
Ghazal MATCHES FOR "sharm-o-hayaa-o-hijaab"
Ghazal
khul jaane me.n vo kaif aur vo dilkashii kahaa.n
hai jab kisii kii sharm-o-hayaa-o-hijaab me.n
Saib Asmi
Ghazal
Mohammad Abid Ali Abid
Ghazal
paas-e-adab mujhe unhe.n sharm-o-hayaa na ho
nazzaara-gaah me.n asar-e-maa-sivaa na ho
Bedam Shah Warsi
Ghazal
vo sitam-pesha kahaa.n sharm-o-hayaa rakhte hai.n
ham Gariibo.n pe har ik zulm ravaa rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
iztiraab-e-KHud-numaa.ii-o-hayaa me.n farq hai
ham samajhte hai.n jo un kii har adaa me.n farq hai
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
Sharm Lakhnavi
Ghazal
aa.iina le ke kiijiye itnaa mushaahida
ham se suluuk-e-sharm-o-hayaa kuchh na puuchhiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
us aadmii ko jaaniye sab kuchh hii mil gayaa
jis aadmii ko daulat-e-sharm-o-hayaa milii
Darshan Dayal Parwaz
Ghazal
tamkii.n se na dekhe jo kabhii aa.ina jhuk kar
vo murtakib-e-sharm-o-hayaa ho nahii.n saktaa
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
libaas-e-sharm-o-hayaa nazr-e-maslahat kar ke
ye kaun dekhnaa baalaa-e-baam aaya hai
Nafees Ahmad Sahar
Ghazal
terii adaa-e-sharm-o-hayaa dekhne ke baa'd
baadal me.n chhup ke chaa.nd kaa sharmaanaa kuchh nahii.n
Nausha Asrar
Ghazal
aalam ke dosto.n me.n muravvat nahii.n rahii
sharm-o-hayaa-o-mehr va shafqat nahii.n rahii
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
siirat me.n hai jo husn vo suurat me.n nahii.n hai
paakiizgii-o-sharm-o-hayaa aur hii kuchh hai
Barqi Azmi
Ghazal
Qadr Bilgrami
Ghazal
ruKH se apne jo naqaab us ne uThaayaa to kyaa
parda-e-sharm-o-hayaa maane-e-diidaar rahaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
shariik-e-sharm-o-hayaa kuchh hai bad-gumaanii-e-husn
nazar uThaa ye jhijak sii nikal to saktii hai