SEARCH RESULTS
Showing search results for "sheva-e-arbaab-e-vafaa"
Ghazal MATCHES FOR "sheva-e-arbaab-e-vafaa"
Ghazal
KHud-numaa.ii to nahii.n sheva-e-arbaab-e-vafaa
jin ko jalnaa ho vo aaraam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
shorish-e-Gam bhii nahii.n sheva-e-arbaab-e-vafaa
u.ngliyaa.n apne lahuu me.n bhii Dubote na bane
Payam Fatehpuri
Ghazal
farhaad-e-havas-pesha ne bhii dii to sahii jaan
par sheva-e-arbaab-e-vafaa aur hii kuchh hai
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
ham zulm-o-sitam sah ke bhii shikva na kare.nge
tasliim-o-razaa sheva-e-arbaab-e-vafaa hai
Ram Krishn Muztar
Ghazal
dil jo aamaada-e-iz.haar-e-jafaa hotaa hai
KHanda-zan sheva-e-arbaab-e-vafaa hotaa hai
Shaghil Usmani
Ghazal
kaun ab marhala-e-daar-o-rasan tak pahu.nchaa
kyaa hai ab sheva-e-arbaab-e-vafaa mere baa'd
Rafeeq Jabir
Ghazal
hariif-e-sheva-e-arbaab-e-gulsitaa.n na hu.aa
fareb-KHurda-e-rangiinii-e-jahaa.n na hu.aa
Raz Chandpuri
Ghazal
kyaa kaam unhe.n pursish-e-arbaab-e-vafaa se
martaa hai to mar jaa.e ko.ii un kii balaa se
Hasrat Mohani
Ghazal
jaane kyaa qiimat-e-arbaab-e-vafaa Thahregii
mai.n agar arz karuu.ngaa to KHataa Thahregii
Shaz Tamkanat
Ghazal
apnii pursish jo ho arbaab-e-vafaa se pahle
maa.ngiye daulat-e-diidaar KHudaa se pahle
Meer Kallu Arsh
Ghazal
Syed Zameer Jafri
Ghazal
andesha-e-arbaab-e-haram saath rahegaa
jannat bhii milegii to ye Gam saath rahegaa
Qateel Shifai
Ghazal
be-mehrii-e-arbaab-e-vatan kam to nahii.n hai
haa.n dekhnaa is dil kii chubhan kam to nahii.n hai
Syed Shafaq Shah Chishti
Ghazal
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
ye jahaa.n hai aazmaa.ish-gaah-e-arbaab-e-vafaa
laakh chaahe bhii to insaa.n muskuraa saktaa nahii.n
Daud Nishat
Ghazal
ham ne bhii chho.D diyaa maslak-e-arbaab-e-vafaa
vo bhii ab bhuul ga.e sheva-e-bedaad-garii
Sulaiman Areeb Haidarabadi
Ghazal
ab jafaa se bhii hai.n mahruum ham allaah allaah
is qadar dushman-e-arbaab-e-vafaa ho jaanaa