SEARCH RESULTS
Showing search results for "shoKHiyo.n"
Ghazal MATCHES FOR "shoKHiyo.n"
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
un kaa vo shoKHiyo.n se pha.Daknaa pala.ng par
vo chhaatiyo.n pe loTnaa phuulo.n ke haar kaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
Jawed Ahmad
Ghazal
paamaal shoKHiyo.n me.n karo tum zamiin ko
Daaluu.n falak pe zalzale me.n iztiraab me.n
Ismail Merathi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
vo shoKHiyo.n se jalva dikhaa kar to chal diye
un kii KHabar ko jaa.uu.n ki apnii KHabar ko mai.n
Asghar Gondvi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
kuchh shoKHiyo.n ke rang bhii betaabiyo.n me.n hai.n
kis kii nazar pa.Dii hai dil-e-naa-subuur par
Bekhud Dehlvi
Ghazal
qusuur un kii nigaaho.n kii shoKHiyo.n kaa bhii hai
hamaarii jur.at-e-shauq-o-talab ba.Dhaane me.n
Anwarul Hasan Anwar
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
jin ko apnii shoKHiyo.n par aaj itnaa naaz hai
vo kisii din merii jaan-e-naa-shakebaa dekhte
Asghar Gondvi
Ghazal
tirii shoKHiyo.n ne bhii jur.at ba.Dhaa dii
yuu.nhii haath mere na pahu.nche ridaa tak
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
Shahjahan Shad
Ghazal
fareb khaa ke tirii shoKHiyo.n se kyaa puuchhe.n
hayaat o marg me.n kis kii taraf ishaaraa thaa
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
agarche aa.nkh bahut shoKHiyo.n kii zad me.n rahii
mirii nigaah hamesha adab kii had me.n rahii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
lutf se matlab na kuchh mere sataane se Garaz
shoKHiyo.n se kaam un ko muskuraane se Garaz
Bekhud Dehlvi
Ghazal
chuTkiyaa.n lene kii vo karte hai.n mashq
shoKHiyo.n me.n jaan Daalii jaa.egii