SEARCH RESULTS
Showing search results for "shola-zaar-e-aarzuu"
Ghazal MATCHES FOR "shola-zaar-e-aarzuu"
Ghazal
ab kyaa karoge sair-e-saman-zaar-e-aarzuu
rut jaa chukii cha.Dhe hu.e dariyaa utar chale
Hosh Tirmizi
Ghazal
chashm-e-KHuubaa.n mai-farosh-e-nashsha-zaar-e-naaz hai
surma goyaa mauj-e-duud-e-shola-e-aavaaz hai
Mirza Ghalib
Ghazal
sahraa ho reg-zaar ho yaa shahr-e-aarzuu
milte hai.n duur duur saraabo.n ke silsile
Basheer Ahmad Shad
Ghazal
aa jaan-e-aarzuu ki tire intizaar me.n
gulshan me.n dilkashii na kashish laala-zaar me.n
Mahmood Abdul Qadeer
Ghazal
har-chand be-dareG bahaa KHuun-e-aarzuu
lekin hu.aa hai daaman-e-dil laala-zaar bhii
Jami Rudaulvi
Ghazal
Surayya Rahman
Ghazal
bazm me.n mushtahar hu.ii merii hadiis-e-aarzuu
shola-e-jaa.n bha.Dak uThaa naGma-e-saaz ho gayaa
Zahiir Ahmad Taaj
Ghazal
Mohsin Ehsan
Ghazal
ai aab-e-ashk aatish-e-unsur hai dekhnaa
jii hii gayaa agar nafas-e-shola-zaa ga.e
Momin Khan Momin
Ghazal
phuul hii phuul damakte hai.n karaa.n-taa-ba-karaa.n
sho.ala-zaar-e-Gam-e-hastii se guzar kar dekho
Wali Alam Shaheen
Ghazal
sho.ala-zaar-e-gul se guzre to sar-e-aaGaaz hii
ik sharar aa.nkho.n se utraa KHuun me.n hal ho gayaa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
is qadar pa.Daa paanii khet jal gayaa saaraa
abr kii tabii.at bhii barq-e-sho.ala-zaa sii hai
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
tiir-e-aah-e-sho.ala-zaa ke saamne
ai sanam buniyaad-e-charKH-e-piir kyaa