SEARCH RESULTS
Showing search results for "shu.aa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "shu.aa.e.n"
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
vo tajallii kii shu.aa.e.n thii.n ki jalte hu.e par
aa.ine TuuT ga.e aa.ina-bardaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
gulo.n ko sun.naa zaraa tum sadaa.e.n bhejii hai.n
gulo.n ke haath bahut sii du.aa.e.n bhejii hai.n
Gulzar
Ghazal
zikr aa.e to mire lab se du.aa.e.n nikle.n
sham.a jaltii hai to laazim hai shu.aa.e.n nikle.n
Gulzar
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
sukuun miltaa hai jaltii hu.ii dopahro.n me.n
banii hai.n marham-e-dil dhuup kii shu.aa.e.n bhii
Kishwar Naheed
Ghazal
hai.n qaid tire baKHt ke suuraj kii shu.aa.e.n
ye sub.h kaa dhokaa hai abhii jaagte rahnaa
Raaz Allahabadi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
chaa.nd maKHruutii ubhaaro.n pe shu.aa.e.n phe.nke
is qadar mahv tujhe dekh ke hairaanii me.n
Aamir Suhail
Ghazal
shu.aa.e.n shaam-o-sahar phuuTtii rahe.n 'shaahid'
hamaare dil kii yuu.nhii taab-kaarii rah jaa.e
Shahid Makuli
Ghazal
chaman ne phuul diye aur shafaq ne rang diyaa
shu.aa.e.n chaa.nd ne dii.n terii rahguzar ke liye
Bismil Saeedi
Ghazal
Piyare Lal Raunaq Dehlwi
Ghazal
Javed Jamil
Ghazal
suuraj nazar bachaa ke to guzraa na thaa magar
utrii.n nahii.n shu.aa.e.n muqaddar ke shahr me.n
Amar Singh Figar
Ghazal
Vafa Malikpuri
Ghazal
maza to jab hai shu.aa.e.n bhii chhatriyaa.n ban jaa.e.n
KHud aaftaab chale le ke saa.e saa.e mujhe
Iqbal Sajid
Ghazal
hai.n jo larzaa.n mah-o-anjum kii shu.aa.e.n 'aKHgar'
ko.ii betaab falak par bhii ta.Daptaa hogaa
Haneef akhgar
Ghazal
ye rang ye KHushbuu ye tabassum ye shu'aa'e.n
ye anjuman-e-zohra-jabiinaa.n to nahii.n hai