SEARCH RESULTS
Showing search results for "sifaal-e-hind"
Ghazal MATCHES FOR "sifaal-e-hind"
Ghazal
har chand vafaa.o.n pe lagaa.e ga.e ilzaam
ai hind magar tere vafaadaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
bhuule hai.n apne farz ko ye KHvaajgaan-e-hind
haq dene me.n bhii karte hai.n inkaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
baaliidgiyaa.n ruuh-e-adab me.n to sameTo
aslaaf ke is hind me.n aasaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
faKHr-e-KHaatuun-e-hind hai 'ismat'
ham se puuchhe ko.ii vafaa kyaa hai
Rifat Zamani Begum Ismat
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
bazm-e-adab-e-hind ke har gul me.n hai KHushbuu
'mullaa' gul-e-urdu kii mahak aur hii kuchh hai
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
sar-zamiin-e-hind par aqvaam-e-aalam ke 'firaaq'
qaafile baste ga.e hindostaa.n bantaa gayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kin sitaaro.n ne ja.De.n pak.De.n sifaal-e-nam me.n
shab-gaziido.n kii samaavaat me.n gul-baanii se
Nilofar Afzal
Ghazal
hai vahii nisbat hamaarii sar-zamiin-e-hind se
jo hai nisbat shaa.irii me.n miir kii urdu ke saath
Bilal Saharanpuri
Ghazal
mai.n aajiz naa-tavaa.n miskii.n gadaa huu.n
shah-e-hind-ul-valii sarkaar mere
Meeran Shah Jalandhari
Ghazal
vahii KHaraaba-e-imkaa.n vahii sifaal-e-qadiim
humak rahaa hai kahii.n dil me.n ik KHayaal-e-qadiim