SEARCH RESULTS
Showing search results for "silvato.n"
Ghazal MATCHES FOR "silvato.n"
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
socho to silvaTo.n se bharii hai tamaam ruuh
dekho to ik shikan bhii nahii.n hai libaas me.n
Shakeb Jalali
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
palaT ke aa.ii jo Gaflat ke us kurre se nigah
to silvaTo.n me.n pa.Daa thaa mirii thakaan kaa bojh
Rafi Raza
Ghazal
boso.n kii raakh me.n the sulagte sharaar-e-lams
chehre kii silvaTo.n me.n ko.ii inkishaaf thaa
Ashar Najmi
Ghazal
juu.De kii qaus me.n gu.ndhe kuchh maaltii ke phuul
saa.Dii kii silvaTo.n me.n lavandar kii baas hai
Nasir Shahzad
Ghazal
vaaqif kahaa.n the raat kii sargoshiyo.n se ham
bistar kii silvaTo.n se bhii maaluum kab hu.aa
Ashar Najmi
Ghazal
Danish Aziz
Ghazal
lahje ko aur kitnaa naazuk banaa ke bole.n
gintii kare.n kahaa.n tak maathe kii silvaTo.n kii
Nilofar Noor
Ghazal
mogre kii narm naazuk pattiyaa.n tere baGair
silvaTo.n par KHaar kii thii.n Tahniyaa.n kal raat ko
Anwar Husain Anwar
Ghazal
silvaTo.n se mire bistar kii 'ayaa.n ho jaatii
TuuTne dete agar KHvaab me.n a.ng.Daa.ii ko
Fatima Husaini Makhfi
Ghazal
Akhtar Shaikh
Ghazal
mai.n zaKHm zaKHm thaa bistar kii silvaTo.n me.n ghiraa
miraa jo haal kiyaa sub.h kii malaahat ne
Husain Abid
Ghazal
karvaTe.n khii.nchtii hai.n silvaTo.n me.n tasviire.n
saath ik ishq ke kyaa KHuub samaa.n hotaa hai
Rinki Singh Sahiba
Ghazal
chehre kii silvaTo.n kaa sabab aa.ina nahii.n
naachaargii-e-umr-e-ruKH-e-aa.ina na to.D
Salim Shuja Ansari
Ghazal
tumhaare jaane ke baad bhii silvaTo.n kii suurat
udaas bistar pe KHush-gumaanii pa.Dii hu.ii hai