SEARCH RESULTS
Showing search results for "siyaah-shole"
Ghazal MATCHES FOR "siyaah-shole"
Ghazal
aa.nkho.n me.n sitaare se chamakte rahe taa-der
ik ghar ke dar-o-baam ko takte rahe taa-der
Saleem Ahmed
Ghazal
dekh aqd-e-surayyaa hame.n anguur kii suujhii
kyuu.n baada-kashaa.n ham ko bhii kyaa duur kii suujhii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
shahiid hone kii rakhtaa hai aarzuu suuraj
lahuu se karne hii vaalaa hai ab vuzuu suuraj
Wafa Naqvi
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
phir se matluub-e-KHalaa.iq hai gavaahii ko.ii
bar-sar-e-koh-e-siyah shola-e-larzaa.n kyuu.n hai
Ali Akbar Abbas
Ghazal
sho'la hai na aa.nsuu hai na shabnam na sabaa hai
'mumtaaz' mirii zaat faqat harf-e-vafaa hai
Mumtaz Mirza
Ghazal
muddat ke baa'd aisii sunaa.ii KHabar mujhe
mai.n naama-bar ko dekhtaa huu.n naama-bar mujhe
Manzar Lakhnavi
Ghazal
mohabbat kii duniyaa me.n mash.huur kar duu.n
mirii saada-dil tujh ko maGruur kar duu.n
Akhtar Shirani
Ghazal
siyaah raat me.n dil ke muhiib sannaaTe
KHarosh-e-naGma-e-shola-navaa se kam na hu.e
Zafar Moradabadi
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
luTne vaalo dil-e-barbaad kii tauqiir na jaa.e
ghar chalaa jaa.e magar hasrat-e-taa’miir na jaa.e
Shahab Jafri
Ghazal
kab talak ye shola-e-be-ra.ng manzar dekhiye
kyuu.n na harf-e-sabz hii likh kar zamii.n par dekhiye
Zeb Ghauri
Ghazal
bande hai.n terii chhab ke mah se jamaal vaale
sab gul se gaal vaale sumbul se baal vaale
Wali Uzlat
Ghazal
baaG me.n sail-e-numuu-KHez kii halchal terii
dasht me.n shor-e-sipaah-e-mah-o-anjum teraa
Ishrat Zafar
Ghazal
hamaare aage raqiib-e-siyaah-ruu kyaa hai
hu.e jo dost tum apne to phir aduu kyaa hai
Shola Kararvi
Ghazal
sho'la-e-'ishq ko KHud ba.Dh ke havaa dii mai.n ne
aag KHud daaman-e-hastii me.n lagaa dii mai.n ne
Ejaz Ali Arshad
Ghazal
Daraa sakii na tavahhum kii tiirgii mujh ko
milii charaaG-e-yaqii.n se vo raushnii mujh ko
Zubaida Begam Shama
Ghazal
siyaah raat me.n lau de uThe lahuu ke charaaG
rubaab-e-ishq se vo shola-e-navaa niklaa