SEARCH RESULTS
Showing search results for "siyahkaar"
Ghazal MATCHES FOR "siyahkaar"
Ghazal
sahar-o-shaam sar-e-anjuman-e-naaz na ho
jalva-e-husn to hai ishq-e-siyahkaar to hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aafrii.n ashk-e-nadaamat kii daraKHshaanii ko
ik siyahkaar ke chehre pe nikhaar aa hii gayaa
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
chalaa hai 'hijr' siyahkaar bazm-e-jaanaa.n ko
zaliil ho ke ye KHaana-KHaraab aa.egaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
kis zulf ko suljhaa.e.n raqiibaan-e-siyah-kaar
chhuutaa nahii.n is zulf ko phir shaana hamaaraa
Shad Azimabadi
Ghazal
Ghous Mathravi
Ghazal
tire dar pe aa gayaa hai ye siyaahkaar 'shaatir'
mirii baKHsh de KHataa.e.n ki ataa-shi.aar tuu hai
Shatir Hakeemi
Ghazal
siyaahkaar siyah-ruu KHataa-shi.aar aayaa
tirii janaab me.n teraa gunaahgaar aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
ham jafaakaar-e-vafaa hai.n hame.n matluub nahii.n
haasil zulf-e-siyaahkaar sazaa ho ki na ho
Irfan Ahmad mir
Ghazal
dilaa baje kahii.n gha.Diyaal taa mai.n gha.Diyo.n kaa
hisaab us shab-e-hijr-e-siyaahkaar se luu.n
Shah Naseer
Ghazal
gir pa.De daa.nt hu.e muu-e-sar ai yaar safed
kyuu.n na ho KHauf-e-ajal se ye siyahkaar safed
Amanat Lakhnavi
Ghazal
basta-e-intishaar hai.n taalib-e-zulf-e-yaar hai.n
us ke siyaahkaar hai.n ra.nj-talab balaa-talab
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
dikhaa.egaa kise mahshar me.n apnaa mu.nh 'anjum'
siyaahkaar bhii hai aur ruu-siyaah bhii hai
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
hashr me.n fazl se apne mujhe haq ne baKHshaa
go ki duniyaa me.n ko.ii mujh saa siyahkaar na thaa
Nashtar Chaprawi
Ghazal
jin kii izzat thii ba.Dii mulk ke netaa.o.n me.n
vo bhii nikle hai.n siyahkaar KHudaa KHair kare
Bedar Bhopali
Ghazal
ho jaa.e.nge mujh aise siyahkaar kii KHaatir
baKHshish kaa vasiila Gam-e-shabbiir ke motii
Khumar Mirzada
Ghazal
manzil-e-hashr bahut duur sahii par ab bhii
pursish-e-baKHt-e-siyahkaar se Dar lagtaa hai
Azeem Hyderabadi
Ghazal
mujh siyahkaar kii hai mohr to uThtii nahii.n mehr
mere allaah na itnii bhii giraa.n-baarii ho