SEARCH RESULTS
Showing search results for "siyahkaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "siyahkaar"
Nazm
o des se aane wale bata
turkaan-e-siyah-kaar ab ki nahii.n
o des se aane vaale bataa
Akhtar Shirani
Ghazal
sahar-o-shaam sar-e-anjuman-e-naaz na ho
jalva-e-husn to hai ishq-e-siyahkaar to hai
Firaq Gorakhpuri
Sher
huu.n KHataa-kaar siyaahkaar gunahgaar magar
kis ko baKHshe tirii rahmat jo gunahgaar na ho
Jigar Moradabadi
Ghazal
aafrii.n ashk-e-nadaamat kii daraKHshaanii ko
ik siyahkaar ke chehre pe nikhaar aa hii gayaa
Shafiq Jaunpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "siyahkaar"
Ghazal
chalaa hai 'hijr' siyahkaar bazm-e-jaanaa.n ko
zaliil ho ke ye KHaana-KHaraab aa.egaa
Hijr Nazim Ali Khan
Nazm
salgirah
apne siine ke KHazaano.n ko luTaatii hogii
kaar-KHaane bhii siyahkaar KHudaa.o.n se rihaa.ii paa kar
Akhtar Payami
Ghazal
kis zulf ko suljhaa.e.n raqiibaan-e-siyah-kaar
chhuutaa nahii.n is zulf ko phir shaana hamaaraa
Shad Azimabadi
Ghazal
tire dar pe aa gayaa hai ye siyaahkaar 'shaatir'
mirii baKHsh de KHataa.e.n ki ataa-shi.aar tuu hai
Shatir Hakeemi
Ghazal
Ghous Mathravi
Ghazal
siyaahkaar siyah-ruu KHataa-shi.aar aayaa
tirii janaab me.n teraa gunaahgaar aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
ham jafaakaar-e-vafaa hai.n hame.n matluub nahii.n
haasil zulf-e-siyaahkaar sazaa ho ki na ho
Irfan Ahmad mir
Ghazal
gir pa.De daa.nt hu.e muu-e-sar ai yaar safed
kyuu.n na ho KHauf-e-ajal se ye siyahkaar safed
Amanat Lakhnavi
Ghazal
dilaa baje kahii.n gha.Diyaal taa mai.n gha.Diyo.n kaa
hisaab us shab-e-hijr-e-siyaahkaar se luu.n
Shah Naseer
Ghazal
basta-e-intishaar hai.n taalib-e-zulf-e-yaar hai.n
us ke siyaahkaar hai.n ra.nj-talab balaa-talab
Syed Agha Ali Mehr
Nazm
taqaza
ab tak na haTe apne siyahkaar sitam se
tafriiq ke farzand havasnaak luTere
Fareed Ishrati
Ghazal
hashr me.n fazl se apne mujhe haq ne baKHshaa
go ki duniyaa me.n ko.ii mujh saa siyahkaar na thaa


