SEARCH RESULTS
Showing search results for "soni mahiwal eboo"
Ghazal MATCHES FOR "soni mahiwal eboo"
Ghazal
apnii taariiKH ke auraaq kha.ngaalo 'saanii'
ab kahaa.n qaum khilauno.n se bahal saktii hai
Lateef Saani
Ghazal
yuu.n apne jazb me.n gum ho gayaa hai ab 'saanii'
sharaab-o-mai kii zaruurat rahii rahii na rahii
Wajeeh Sani
Ghazal
nafrat ke bha.nvar ne jo Duboyaa hame.n 'mahvar'
ab ham bhii mohabbat ke saraabo.n me.n mile.nge
Mehwar Noori
Ghazal
'saanii'-e-zaar tuu ab aur karegii kyaa kyaa
aastaane pe musalsal to jabii.n-saa.ii hai
Zareena Sani
Ghazal
hamaare dil ko dard-e-ishq ne masnad banaa Daalaa
ki dil ke maa-sivaa ab is kii izzat kaun kartaa hai
Akmal Alduri
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
jis taur se duniyaa se lage phirte ho 'saanii'
lagtaa hai tumhe.n ab kabhii marnaa na pa.Degaa
Mahender Kumar Sani
Ghazal
ab aasaanii se mar sakta huu.n 'saanii'
kisii kaa KHvaab puuraa kar diyaa hai
Mahender Kumar Sani
Ghazal
'saanii' sa.nbhal ki KHatre me.n hai ab tiraa vujuud
ye kaun tere jism me.n jaa.n ho rahaa hai dekh
Mahender Kumar Sani
Ghazal
asbaab raushnii ke gum ho ga.e hai.n 'saanii'
mumkin hai ab yahii.n se mai.n raushnii ko pahu.nchuu.n
Mahender Kumar Sani
Ghazal
mai.n ne apnii har muskaan ko de Daalaa ban-baas
ho.nTo.n kii is avadh-purii ke ko.ii na aa.e paas
Prem Pal Ashk
Ghazal
jaane kis mahivaal se aatii hai milne ke liye
sohnii gaatii hu.ii sau.ndhii havaa barsaat kii
Nazeer Banarasi
Ghazal
Iqbal Mahir
Ghazal
biich me.n ra.ng-mahal hai teraa khaa.ii chaaro.n or
ham se milne kii ab gorii tuu hii raah nikaal
Qateel Shifai
Ghazal
KHamoshiyo.n me.n bahut se savaal laayaa hai
shikaayato.n ke liye ruKH nikaal laayaa hai