SEARCH RESULTS
Showing search results for "surma-saa"
Ghazal MATCHES FOR "surma-saa"
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'suruur' hazrat-e-Gaalib ke rang me.n bhii kabhii
hikaayat-e-karam-e-chashm-e-surma-saa kahiye
Suroor Barabankvi
Ghazal
mai.n aashiq-e-chashm-e-surma-saa huu.n
gar KHaak bhii huu.n to tuutiyaa huu.n
Meer Kallu Arsh
Ghazal
ik nazar tuu ne na dekhaa bismilaan-e-zaar ko
log teraa zikr-e-chashm-e-surma-saa karte rahe
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
ghaTaa chhaa.ii hu.ii hai mai-kade par
ye kaifiyyat hai chashm-e-surma-saa kii
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
zauq-e-nazzaara ne kiyaa hai KHaak
surma huu.n chashm-e-surma-saa ke liye
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
tumhe.n shor-e-fuGaa.n se mere kyaa kaam
KHabar lo apnii chashm-e-surma-saa kii
Momin Khan Momin
Ghazal
sitam-shi’aar isii chashm-e-surma-saa ne tirii
na puuchh KHaak me.n armaa.n milaa.e hai.n kyaa kyaa
Khar Dehlavi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ek ik kar ke sabhii saathii puraane kho ga.e
jo bachaa hai vo nigaah-e-surmaa-saa le jaa.egii
Aashufta Changezi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
vo chashm-e-surma-saa ki jise be-zabaa.n kahe.n
us kii KHamoshiyo.n me.n ishaarat hai tah-ba-tah
Khursheed Rizvi
Ghazal
halqe hai.n chashm-haa-e-kushaada ba-suu-e-dil
har taar-e-zulf ko nigah-e-surma-saa kahuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa KHaak aab-daarii-e-teG us se ho ki hai
vo chashm-e-surma-saa jo ba-sa.ng-e-fasaa.n fusuu.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
KHamoshiyo.n me.n tamaashaa adaa nikaltii hai
nigaah dil se tire surma-saa nikaltii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ro kar aduu ke sog me.n andher kar diyaa
ai shoKH aaj aa.nkh tirii surma saa nahii.n