SEARCH RESULTS
Showing search results for "suvaidaa"
Ghazal MATCHES FOR "suvaidaa"
Ghazal
hasrat ne laa rakhaa tirii bazm-e-KHayaal me.n
gul-dasta-e-nigaah suvaidaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
kis qadar KHaak hu.aa hai dil-e-majnuu.n yaa rab
naqsh-e-har-zarra suvaidaa-e-bayaabaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ik KHaal-e-suvaidaa me.n pahnaa.ii-e-do-aalam
phailaa ho to aisaa ho simTaa ho to aisaa ho
Ibn e Insha
Ghazal
aashuftagii ne naqsh-e-suvaidaa kiyaa durust
zaahir hu.aa ki daaG kaa sarmaaya duud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
taariiki-e-fazaa kaa shikaayat-guzaar huu.n
siine me.n aaftaab-e-suvaidaa liye hu.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
mat mardumak-e-diida me.n samjho ye nigaahe.n
hai.n jam.a suvaidaa-e-dil-e-chashm me.n aahe.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kaam kyaa daaG-e-suvaidaa kaa hamaare dil par
naqsh-e-ulfat ko miTaate ho ye kyaa karte ho
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
bol ai taa.ib miTaa naqsh-e-suvaidaa kis tarah
lauh-e-dil par lafz-e-haq marquum kaise ho gayaa
Qasim Jalal
Ghazal
suvaidaa ko mire nisbat bahut hai sa.ng-e-asvad se
magar naqsh-e-kaf-e-paa-e-mohammad se ziyaada hai
Khursheed Rizvi
Ghazal
sharm se tum ko simaTnaa hai to simTo husn se
dil me.n ban jaa.o suvaidaa putliyo.n me.n til bano
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
hama-tan daaG-e-Gam-e-ishq-e-butaa.n huu.n 'faanii'
dil se bhaataa hai mujhe naqsh-e-suvaidaa honaa
Fani Badayuni
Ghazal
kisii ko Dhuu.nDe na miltaa nazar kii choT kaa niil
na hotaa dil me.n suvaidaa agar nishaa.n ke liye
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
duud-e-afGaan-o-rag-e-jaan-o-suvaidaa dil me.n hai
band hai qindiil ke andar dhu.aa.n battii charaaG